Re: Population per Qabo na Paya tu Tabah Ho Jain gay? jis jan ne ana hota hai wo ata hai ,,
agar insaan ko khe dya jae k ajj say is ka zimmay tera tu insaan aik din bhi usay na khila pae ,,ALLAH TA ALA har insaan ka rizk us k sath bhejta hai ... aur beshak ALLAH TA ALA hi malik hai har jaan ka ..,.. wohi khilata hai aur palta hai ..., |