kar lain kar lain thanks aik dosray ka ,, app ko nai pata kiya story hai ... main nay dosti nai ki thi us nay ki thi ...
bas bhai ko rula diya app logon nay ... khetay han mera kasoor ,, usman bhai app ahian gay na tu app ko sab kuch bathun ga ,, aur kuch cheezain bhi dikhun ga jis say pata chal jae ga k start kis nay kiya aur end kis nay kiya .,.,main yahain mazak karta rehta hun par jab app aysi bat kar k mera mazak urhate han tu kasam khuda pak ki aik yey bat aur aik admission wali bat sun kar dil rota hai ...