25-09-2011, 06:33 PM
|
| Senior Member | | Join Date: Sep 2008 Location: Lahore Age: 39
Posts: 6,663
Contact Number: 03009441339, 03334146191 Program / Discipline: Engineering Class Roll Number: BME-01083029 (The University Of Lahore) | |
Muhabbat ki tamana hai tu phir wo wasf paida kar. Jahaan sy ishq chalta hai, wahaan tak naam paida kar. Muhabbat ki tamana hai tu phir wo wasf paida kar.
Jahaan sy ishq chalta hai, wahaan tak naam paida kar.
Ager sacha hai mere ishq mai, tu aye Bani-e-Adam.
Nigah-e-ishq paida kar, Jamaal-e-zarf paida kar.
Main tujh ko, tujh sy ziyada aur sab sy ziyada chahoon ga.
Mager shart ye k, apne ander meri justuju tu paida kar.
Ager na badloon teri khatir her ik cheez ko tu kehna.
Tu apne aap mai pehley andaz-e-wafa tu paida kar. |