Re: Pakistani women, Working hard.. beta g main nay buhat jhula jhula hai is main koi hard working nahi hai ... aur wo jo samandar wali picture hain wo kiya hard working hain ... app log jitna urat ko mazloom paish kartay hu wo itni mazloom hain nahi ... bechare mard tars k kabil hotay hain |