Re: Hard Footbal, funny hahha,
han na main tou is liyay karta houn takay sab ko pata chalay k main soyyyyyaaaa nahi rehta app logoun ki tarhan jin ki ids offline show hoti hain main jagta houn aur kam karta houn .,.,., aur main fazoll main tou comment karta nahi bas wo dil karta hai k sab ko is topic par , is video par , is baat par meri dil ki bat pata chale tou kar daita houn ab is main bhi koi aitraaz hai kiya
|