Re: My Introduction
saleman nahi salman aur maimoona g sulman nahi salman okz
aur cool bhai wash mally ka s mis hu gaya tha but nun ( yani us ko ) aur daikha ka a jo shai kar diya hai ab is ko bhi tou edit hi kiya hai na aur maimoona g ab main senior students say nahi pochun ga tou kis say pochaun ga ,,.,.., main soch raha houn k main ACS ka bad MCS karoun ya MIT ,.,. mera interest MIT main hai kiyun k is main 2 semester computer aur 2 semester MBA parhna parta hai is tarhan app business , banking aur IT ki field sab main enter hu sachtay hain ,.,., but MCS bhi acha degree hai is liyay poch raha houn app tou bas larai k moqay talash karti rehti hain phir usman bhai app muj ko laraka khetay han ,., waikh lu
|