astakhfaruula ... yay main nay bhi parha tha yar logoun ko kiya hu gaya hai .../..,../ is ka sath aik oratbhi thi balkay in ka pura aik group tha ,,.., yay log lash kha jatay thay aur kafan bhech daitay thay ... shukar hai apkray gae ... lakin yay nahi pata laga k in k sath aur kitnay groups kam kar rahe thay aur kiya yay in ka shook tha ,, majboori ya kuch aur ,,.,.,.