hmm competition wah kiya bat hai i like this .........,, main app ko kaisay submit karahun i mean hard copy ya soft copy bhi submit karwa sachta hun because main is waqt multan main nahi hun ... or kiya app farzana hameed ko jantay hain wo bhi nawa e sehar main kam kartein hain ..., un ko main nay aik bar apna interview diya tha ,, unhun nay muj say 1500 rupee liyay thay interview k ...,, or complete nahi print kiya tha plz un ka mob no mujay dijiyay ga main nay un say apnay paisay wapis lainay hain ,....,,.. or meri picture bhi nahi lagai thi