hmmm sahi bat .........,, agar wakar zaka ki jaga main hota tou in sab larkiyun or agar larka hota tab bhi ... aik khench k thappar zaroor marta ..., boyfriend ki khatir maa ko thappar astakhfaruula ... karachi itna bura nahi jitna in logon nay bana diya hai ,, bechare dehshat gard yahi begharti nahi daikh sachtay or bobm blast kar daitay han or hun un ko pata nahi kiya kiya khetay hain ...,