imran khan ki koi khobi nai hai ,, kiya app us k 90 din main dehshat gardi khatam karnay wala biyan sun k tou us ko chance nahi day rahay ... aur gunjail bhai app Oman main han saal main 1 , 2 dafa hi atay hun gay Pakistan ... imran bhai ko bukhadna tou un ko paray ga jo Pakistan main han ,.,,.