Re: Who is illegible for next president & prime minister
usman bhai lagta hai app nay nayak film anil kapoor wali daikhi hai aik din ka president hahahha or agar imran khan president k liyay eligible han tou phr hamaray mulana sahib jo 5 saal say mehnat kar rahay hain k seat mil jay un main kiya khami hai or mushraf nay 9 saal haqumat ki sirf kaal bagh daam or benazir say deal us ko mehngi parh gai ,, mushraf ko wapis ana chayay na k jail main jana chayay ... or NSIT bhai usman bhai mushraf k khilaf hai main nahi ... main tou yahi chata hun k musharaf dour wapis a jay ,,musharaf k dour mai petrol 55 tha ab 70 hai ,, ata 15 tha ab 28 hai , chini 28 thi ab 60 hai ............
|