Chalo nahi larna tu na laro...
Waisay Dear Emsplanet (Itna Bara Planet Aik chhoti si site par) ...
Aap bhi Ghalti kar gaye ho na !
Madiha na likha tha
Quote:
| jisa bantna ha kuch logon ma |
Aur Aap nay lika hay
Quote:
| jise bantna hey kuch logon me |
Tu "mein" bhi tu iss tarah likhna hota hay...