View Single Post
Old 26-09-2010, 08:02 PM   #3
.BZU.
Default Re: سماع موتٰی-- کیا مردے سنتے ہیں؟ Kia Murday Suntay hain

Quote:
Originally Posted by muhammad_ijaz View Post


متنازعہ موضوعات سے پرہیز ہی بہتر ہوتا ہے
quran majeed tu mutnaziya nahi hay...

you wana say ke quran majeed se parheez kerain yeh hamray liye behtar hay,
kal meri email per aik banday say isi per hei bat ho rahi thi..

whan main nay usko chand reference yeh diye....

baaqi is book main ap parh lain, ke quran majeed kia ayat ko mutnaziya koon bana raha hay, apni peeri faqrri chalanay ke liye.....


RASOOL,SAHABA,WALI,BABA,PEER KOI BHI HO JAB WO QABAR ME CHALE GYE TO QAYAMAT K DIN QABAR ME SE UTHAYA JAEN GAI:US SE PEHLAY WO KISI KI POKAR NAHI SUN SAKTAY

QURAN 80:21
22:7
23:16



QAYAMAT K DIN SE PEHLE WO KISI KI PUKAAR NAI SUN SKTE:

QURAN 46:5-6

اور اس شخص سے بڑھ کر کون گمراہ ہوسکتا ہے جو ایسے کو پکارے جو قیامت تک اسے جواب نہ دے سکے اور ان کو ان کے پکارنے ہی کی خبر نہ ہو

اور جب لوگ جمع کئے جائیں گے تو وہ ان کے دشمن ہوں گے اور ان کی پرستش سے انکار کریں گے

NOTE DOWN "" QAYAMAT K DIN "" (jo ke abhi tak nahi aya hay)


it is clearly written ke jab insan ki hadiya Bosseda hongi tab tak bhi insan Zinda nahi hai
Zinda nahi hai




Agar tum kisi ko dua ke liye pokaratay ho tu wo tumahari duain nahi sun saktay (Murda Peer), aur agr sun bhi lain tu tumhain jawab nahi day saktay (Zinda peer)... aur qiayamt ke din inkar ker dain gay wo tumharay shirk ka, aur nahi khabar day saktay tumhain haqeqat ki.. (jo tum loog zinda peeron ke zariye ghayab ke ilam (haqeqat) jannay ke liye jatay ho) Haqeqat hal ki khabar sirf wohi day sakta hay jo sab kuch jannay wala hay.... (Allah tabarak watala)
  Reply With Quote