View Single Post
Old 30-07-2010, 01:22 PM   #15
.BZU.
Default Re: Fazail e Amaal ki Haqiqat by Sheikh Touseef ur Rahmaan

Quote:
Originally Posted by Raheel View Post
Acha to ap yeh kehna chah rahi hain kay yeh Molvi Sahab Huzoor SAW or Sahaba Kiram kay mission per hain... or un ka mission yeh tha kay jo bat sahi ho us ka parchar mat kero us per chup saadh lo.. or jo bat sahi na ho to us kay khilaf chand log ikhatay ker kay or bayan bazi kero... ?
Seedhi batain bhi ki hain,
, so you belive fazaile amaal aik seedhi baat nahi hay,..
lol
yeh haq baton ko parchar hay..
Qabar Parasti? ; Sheikh Tauseef Ur Rehman
Kya Wasile Ke Baghair Dua Kabool Nahi Hoti ; Sheikh Tauseef Ur Rehman
Auliya Allah Kaun......; Sheikh Tauseef Ur Rehman
Masjid Ki Shaan ; Sheikh Tauseef Ur Rehman
Seerat-e-Usmaan (RA); Sheikh Tauseef Ur Rehman
aur fazale amal aik ke andar say shirk wali batain point out kerna logon ko samjhana bhi haq ka parchar hota hay...
batil baat ka nahi...

Quote:
Originally Posted by Raheel View Post
Ap ko itna bhi nahi pata? Good Joke...

Pehlay sawal samjhain phir bat kerain.. mainay poocha hay woh batain jo un kay (Mushrikeen e Makkah) or hamaray deen main mushtarika thin .. woh mushtarik batain kiya thi ?
yeh tu quran se main nay qoute kia hay kay kia differece tha.. (Wo sahaba ki terah Allah ko bhi mantay thay) ap nay koi aik same baat ka kaha hay.. aur yeh koi aik same bat ap quran majeed main daikh lain ke kia same tha...
for more listen this speech..
Ummat-E-Muhammad(SAW) Aur Shirk ; Sheikh Tauseef Ur Rehman
Mushrik aur Mommin
Attached Thumbnails
Fazail e Amaal ki Haqiqat by Sheikh Touseef ur Rahmaan-page007.gif   Fazail e Amaal ki Haqiqat by Sheikh Touseef ur Rahmaan-page008.gif