Dharknon k nasheb-o-faraz ko sanwara tha! or bas!
Kagaz pe Dil ka bojh utara tha! or bas!
Bas itna janta hoon k awaz uski thi!
Itna pata hai usne pukara tha! or bas!
Dunya ki fiqar kya thi zamane ka khauf kya?
Hum ko faqat khayal tumhara tha! or bas!
Chahton k jahan mein kuch faiyda ho na ho magar!
Chahton k janon main sirf khasara tha!Or bas
logu nay usy meri nuhbat samj lia.
wo to muj ko jan se pyara th!Or bas.