Read the all Jokes and enjoy yourself! *main kal ja rahi thi** * *ki meri chappal toot gai* * ab chappal to "moochi" seeta hai* * "seeta" to "darzi" bhi hai* * "darzi "to "kapray" seeta hai* * "kapray" to "rangeen" hotay hain* * "rangeen" to "lota" bhi hota hai* * " lota" to "bathroom" main hota hai* * "bathroom" main to "nal" bhi hota hai* * "nal" to "lohay" ka hota hai* * "lohay" ki to "istiri" (Iron) bhi hoti hai* * "istri" to "garam" hoti hai* * "garam" to "Custard" bhi hota hai* * "custard" to "peela" hota hai* * "peela" to "chooza" bhi hota hai* * '"chooza" to "anday" main se nikalta hai * * "anda" to "sufaid" hota hai* * "sufaid" to "doodh" bhi hota hai * * "doodh" to "bhains" daity hai* * "bhains" to "kaali" hoti hai* * "kaala" to "bangali" bhi hota hai* * "bangali" to "paan" khata hai* * "paan" to "laal" hota hai* * "laal" to "gulab"bhi hota hai* * "gulaab" main to "kantay' hotay hain * * 'kantain" to "machli" main bhi hotay hain * * "machli' to "acchi" hoti hai* * "achcha" to "Bander" bhi hota hai * * "bander' to! "bander' hota hai* * padhne walay "bunder" jaisay hi hotay hain * * ** "jo padh kar apna time barbad* * ** karte hain.."* * well..* * ooper wale nay aap ko* * bheja to bheja .* * "per bheja to* * aisa bheja...."* * ki* * "bheje mein bheja hi nahi* * bheja.".* * ye mujhe* * kisi* * ne bheja ..* * isliye **maine** aap ko bheja....* * Aap ko Bura Laga ?* * Toh Aap **Kisi* * Aur ko Bhej Do.* * hisaab...barabar* Ha Ha Ha!!!!!! |