Itna toota hoon k "Choonay" se bikhar jaon ga,
Ab agar or "Aazmao" ga to mar jaon ga,
Eik Aarzi "Musafir" hoon main teri kashti mein,
Tu jahan "mujh" se kahey ga main utar jaon ga,
Haath pakro ga to "saya" ban k saath rahon ga,
Haath chhoro ga to "Hamesha" k liye bichhar jaon ga*