Mera Sara Jahan Ho Tum Kaha Main Nay Kahan Ho Tum?
Jawab Aya Jahan Ho Tum
Mere Jeevan Say Zaahir Ho
Mere Gham Mein Nihaan Ho Tum
Meri Tou Saari Duniya Ho
Mera Sara Jahan Ho Tum
Meri Sochon Ka Mehwar Ho
Mera Zor-e-Bayaan Ho Tum.
Main to Lafz Muhabbat Hoon
Magar Meri Zuban Ho Tum
__________________ 
ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls www.momnagull.com |