View Single Post
  #7  
Old 04-03-2010, 11:30 AM
momna gull's Avatar
momna gull momna gull is offline
Moderator


 
Join Date: Jun 2009
Location: Karachi
Posts: 1,015
Program / Discipline: M.Com
momna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to all
Send a message via MSN to momna gull Send a message via Yahoo to momna gull
Cool Aik ladki ki kahani

Aik Ladki bazaar ja rahi thi



Ke Uski chappal toot gai



AB chappal to "moochi" seeta hai



"seeta" to "darzi" bhi hai



"darzi "to "kapray" seeta hai



"kapray" to "rangeen" hotay hain



"rangeen" to "kaghaz" bhi hota hai



" kaghaz" to "table" per hota hai



"Table" to "lohay" ki bhi hoti hai



"lohay" ki to "istiri" (Iron) bhi hoti hai



"istri" to "garam" hoti hai



"garam" to "Custard" bhi hota hai



"custard" to "peela" hota hai



"peela" to "chooza" bhi hota hai



"chooza" to "anday" main se nikalta hai



"anda" to "sufaid" hota hai



"sufaid" to "doodh" bhi hota hai



"doodh" to "bhains" daity hai



"bhains" to "kaali" hoti hai



"kaala" to "bangali" bhi hota hai



"bangali" to "paan" khata hai



"paan" to "laal" hota hai



"laal" to "gulab"bhi hota hai



"gulaab" main to "kantay' hotay hain



"kantay" to "machli" main bhi hotay hain



"machli' to "acchi" hoti hai



"achchi " to "padhai" bhi hoti hai



Kuch Padhne walay "aap" jaisay bhi hotay hain



"Jo padh kar apna time barbad



Karte hain.."



Well..



Ooper wale nay aap ko



Bheja to bheja .



"per bheja to



Aisa bheja...."



Ki



"bheje mein bheja hi nahi



Bheja.".



Ye mujhe kisi



NE bheja ..



Isliye Maine aap ko bheja....



Aap ko Bura Laga ?



Toh Aap Kisi



Aur ko Bhej Do.



Hisaab...barabar
__________________

ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls
www.momnagull.com
Reply With Quote