Wafa ruswa nahi karna,
Suno aisa nahi karna
Main pehlay hi akeli hun,
Mujhay tanha nahi karna
Jheel ankhon ko,
Kabhi sehra nahi karna
Judai bhi ho jaye,
To dil chota nahi karna
Bohat masroof ho jana,
Mujhay socha nahi karna
Bhrosa Bhi zaroori hay,
Magar sab ka nahi karna
Mukadar phir muqadar hay,
Koi dawa nahi karna
Meri takmeel tum say hay,