Zinda tha jis ki aas pay woh bhi bhula gaya
Bandhan wafa ka tor kay saray chala gaya
Khud hi tu us nay ki thi muhabbat ki ibtida
Hathon main hath day kay khud hi chura gaya
Kar di tabah jis kay liyay hum nay zindagi
Ulta woh bewafa ki tohmat laga gaya.......