Thread: It's Not Love
View Single Post
  #8  
Old 22-11-2009, 11:33 PM
Muzammil's Avatar
Muzammil Muzammil is offline
Super Moderator

 
Join Date: Oct 2008
Location: Mars
Posts: 822
Program / Discipline: English
Class Roll Number: 1234
Muzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud ofMuzammil has much to be proud of
Default Re: It's Not Love

Isi baat per meine bhi kaha tha ki i agreed with wasif.. hur baat ka reason hota hai.. agar aap kisi se love kerte hain then koi to reason hona chahiye na... bina reason ke kuch nahi hota.. like irfi love require feelings but feeling ki bhi to wajah hoti hai uski bhi reason hoti hai.. aap apne bhai behen se mohabbat kerte ho.. kya aap se pooche koi why..? then kahoge awain.. no because woh aap ke bhai behen hai its a reason aur woh strong hai.. isi tarah aap kisi se pyaar kerte ho tab bhi reason hota hai bina reason ke kaise pyaar ker sakte ho.. agar koi yeh na bata sake ki me kisi se pyaar kerta hoon and uska kya reason hai then meri soch se woh pyaar hi nahi hua.. kyon ki use khud nahi pata ki woh pyaar kerta kyon hain.. then woh kaise us pyaar ko nibah payega.. as wasif said aap ne kisi ko dekha and aap usse pyaar kerne lage tab bhi koi reason hota hai.. but depend is per kerta hai aap ka reason kya hai.. bus mujhe to yehi samajh aata hai.. baaqi pata nahi log kyon mohabbat kerte hain but mujhe to lagta hai hur cheez ka reason hota hai love ka bhi.. bina reason ke love nahi hota..
__________________
Some thing about me but hardly can find
http://www.muzammilbashir.com/
Reply With Quote