View Single Post
  #8  
Old 09-11-2009, 11:46 PM
.BZU.'s Avatar
.BZU. .BZU. is offline


 
Join Date: Sep 2007
Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed
Program / Discipline: BSIT
Class Roll Number: 07-15
.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...

Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch View Post
cloning is not a sexial reproductive system mr.
thats y it is haram and even if you sy it is a reproductive system then its not as natural as Allah creates a human and animals those mushrik say the same we created them not allah like jado ghar

Cloning sex cell lay kar ki jati hay.
na kay Rope cells and Stick cells.see cloning process.yeh aisay nahi hota kay aik hei din main jantar mantar parh kar jaan dal di ja ay .yeh normal reproductions hoti hay. but outside womb hoti hay. aur haram hay.

Usman!
Allah kay quran mein Rasiyon kay baray main yeh sab ayat jo nechay post ki hain yeh ghalat ho rahi hain aur aap sachay...
Quote:
The questions are stupid coz your interpretations are too much stupid
bas aap ki intrepretation sachi. Aap ko koi nahi hara raha bas... aur na hei in molana sahab ko..

barhal meri interpretation Quran ki ayaat ko apas main Takra nahi rahi. Aap Ki interpretaion, Quran ki ayat ko kia Usi aik hei ayat ko usi kay saaath takra rahi hay,
Yeh meri interpretation hay
Name:  surah baqra 102, Jadoo.JPG
Views: 6963
Size:  67.9 KB

Aur aap ki interpretation kia hay lets see. Frishton nay kufar nahi kia, Shetano nay kufar kia... Jabkay frishtay Jado sikhaya kartay thay, aur frishtay Jado ka ilam nechay lay kar utra kartay tha. Jado kay kuria kalemat say wo loog kuch faida, nuqsan nahi day saktay tha.But Jadoo kay asar ho jata hay. aur wo kufria kalemat say Nuqsanat ho jatay hain.


I am also closing this thread... right now..
Now no need to reopen/ Edit any of your post .Because aap udhar yeh mantay hain kay Allah sab kuch karta hay.



Quote:
Originally Posted by skype chat
[11/9/2009 1211 AM] Baby...: Kia jadogar muslim hai?
[11/9/2009 1218 AM] Baby...: ya mushrik?
[11/9/2009 1228 AM] Baby...: Allah muslim ka hamesha saath deta hay
[11/9/2009 1232 AM] USMAN LATIF CH: jado ghar mushrik ha or koofar kerta ha
[11/9/2009 1238 AM] Baby...: baad main mushrik ki bari aati hay
[11/9/2009 1257 AM] USMAN LATIF CH: yehi tu mein keh raha hn na k Allah muslims ka he sath deta ha jado ghar ko nakam kr k
[11/9/2009 1204 AM] Baby...: Kufar isli ay karta hay na kay wo yeh kehta hay na kay main jado say yeh kar sakta ho wo kar sakta hon
[11/9/2009 1226 AM] USMAN LATIF CH: han issi liye
[11/9/2009 1236 AM] USMAN LATIF CH: or wo kuch bhi nahi ker saklta
[11/9/2009 1243 AM] Baby...: means kay wo yeh kehta hay kay us kay jado main asar hay.
[11/9/2009 1253 AM] USMAN LATIF CH: jee han issi liye
[11/9/2009 1208 AM] Baby...: tu ap bhi yehi kehtay ho kay jado main asar hay
[11/9/2009 1221 AM] USMAN LATIF CH: kn keh raha ha kay jado main asar hay mein ny aj tk nahi kaha yeh
[11/9/2009 1222 AM] Baby...: aur quran ki yeh ayat wrong hay kay jadogar ka shubda tha
[11/9/2009 1253 AM] USMAN LATIF CH: mein bhi manta hn asar nahi ha
[11/9/2009 1206 AM] Baby...: Allah kay nabi bhi nahi mante thay
aur phir kuch hei pal main apna kaha chhor dete hain aur yeh sabit karnay ki koshish kartay hain kay dunia main Allah paak ki sifaat Kuch mushrik kafir logon main bhi hay. aur Allah kay ilwa (mindo nillah) aur bhi buhut saari cheezain hain...jo kay Allah ki trah kaam karti (Allah nay un ko apni taqat tuhfay main di hoi he) hain.jaisay jadogar ho gaye. jin ho gay.button ho gay.

It does not means kay mujhay koi khoof hay. I am closing it because aap baar baar quran majeed aur Allah ki behurmati kar rahy ho. yeh keh kay. Allah nay dosari hastion ko bhi apni makhsooos sifaat say nawaza hay...

Kabi jadogar ko Bimar karnay ki taqat di hay. (jabke Allah kahay mere nabi ko koi bhi takleef aati hey meri traf say aati hay. jadogar kay antar mantar shoo parhnay say kisi ko koi nuqsan nahi hota tha, Allah kahay kay Mera piyara Banda Muhammad Kareem SAW bhi kisi kay li ay nafa nuqsan ka ikhtiyar nahi rakhta, App kaho nahi jee, Jadogar apnay jado say jo kuch marzi aa ay kar sakta hay,Allah kahay kay mera nabi dewana nahi (batain bhool janay wala nahi) aap kaho nahi nahi aap SAW par kafir yahoodiyon kay jado ka asar ho giya tha aur aap SAW kuch arsa kay li ay diwanay (jisay kisi cheez ka kuch pata nahi hota) ho kar reh gay ;( )

Kabhi jadogar ko saanp bana nay ki taqat di hay (jabke Allah kahay kay jadogaron nay saanp nahi bana ay thay, but un ki rasiyan aisay feel honay lagi thein jaisa gouya wo sanp thay)

Kabhi jadogar ko Miyan biwi main judai dalnay ki taqat di (jabke Allah kahay kay jado kay kufriya kalemat (antar manter) say wo loog kisi ka kuch nahi bigaar saktay thay. jo kuch bhi hota tha. Allah apni marzi say karta tha.


Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch View Post
Allah booton ko mannay walon ko attaa kerta ha booton k zaryeh jabkeh kafir
Kabhi Button ko Kafiron ko Rizq denay ki .

Allah kay saary ikhtiyrat tu in cheezon kay pass prof karna chah rahay hain.



















__________________
(¯`v´¯)
`*.¸.*`

¸.*´¸.*´¨) ¸.*´¨)
(¸.*´ (¸.
Bzu Forum

Don't cry because it's over, smile because it happened