View Single Post
  #3  
Old 09-11-2009, 03:57 PM
.BZU.'s Avatar
.BZU. .BZU. is offline


 
Join Date: Sep 2007
Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed
Program / Discipline: BSIT
Class Roll Number: 07-15
.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...

Quran majeed kay muqabalay main bachon walay question kr rahay hain aap..
Yeh main nay nahi kaha Allah nay kaha hay...
Allha paak ko Kooso ,, kay Allah tu nay mere Molvi ki baat ko ghalat kiyon kaha hay..

Mere questions ka answers aap nay di ay hei nahi.apnay questions baray ho rahay hain. mere answer tu dain pehlay


---------------
Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch View Post
wo asal mein rasiyan thein jesi uper deikhai apny or dhore rahi thein aesa lag raha tha mosa(A.S) ko, or wo dar gye aesi rasiyon sy......or phir un k "assa" ny aesi dhokay wali rasiyoun ko nigla allah k hukam sy(yani allah ny aesi jhooti rasiyoun ko khanay k liye hazrat mosa(A.S) k "ASSA" sy aesi jhooti rasiyoun ko khaya kyoun k agar aesa na hota tu wo jhooti rasiyan naozbilah nuqsan pohchti issi liye khaya na allah ny yan kisi or wajha sy....?

Yahan par yeh baat kiyon nahi man saktay kay, Allah daikhana chahata tha kay , Un ka jhota shobda hay aur , Allah ka mojza jhota nahi hay...Jaisa kay Allah paak khud is baat ki daleel day rahay hain, Surah Younus main 76,77 main likha hay,


Name:  Younus-77.jpg
Views: 2054
Size:  61.7 KB


Quote:
yani jado ghar agar jhoota shobda kery tu ws sy kisi ko bhi yeh mehsoos ho sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain yani hain wo asal mein rasiyan or insan ho or chahy koi Nabi bhi ko lag sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain or wo iss wajha sy dar bhi saktay hain yani jado dhokha ha sirf or insan yan nabi bhi dhokha kha gye(nazar ka dhoka mushrikon sy or allah k nabi ko pata nahi chala k wo asal mein rasiyan hain tabhi wo dar gye kyoun k unko laga k wo dhore rahi hain)...?
is it....?

Yeh behis kiyon ka rahain hain kay , Falan ko pata nahi chala tha kay rasiyan hay.. Allah tumhain keh keh kay thak ja ay kay rasiyan thein, aur un ka jhota shobda tha.kufria kalemat say loog kisi ka kuch nahi bigaar sakty thay..

aap sab behis kar rahay ho kay. nabi ko yeh ho giya tha wo ho giya tha...nabi ko pata nahi chala tha,
Nabi Alamulghaib nahi hota, yeh bhi ho sakta hay kay shyad Mossa A.S isli ay darain ho kay un ko lag raha ho k jadogaro nay Asali snack tu nahi choor di ay , Kuch bhi ho sakta hay(Mosa A.S kia sooch kar dar rahay thay yeh tu quran majeed main nahi likha, mere say question kiyon kar rahay ho). quran majeed main jitna hay us ko tu manana nahi hay...

Abh mazeed aisay question karnay say pehlay aap Please mere thread ki pehli Post ki hay us kay answer dain...


__________________
(¯`v´¯)
`*.¸.*`

¸.*´¸.*´¨) ¸.*´¨)
(¸.*´ (¸.
Bzu Forum

Don't cry because it's over, smile because it happened