Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... wo asal mein rasiyan thein jesi uper deikhai apny or dhore rahi thein aesa lag raha tha mosa(A.S) ko, or wo dar gye aesi rasiyon sy......or phir un k "assa" ny aesi dhokay wali rasiyoun ko nigla allah k hukam sy(yani allah ny aesi jhooti rasiyoun ko khanay k liye hazrat mosa(A.S) k "ASSA" sy aesi jhooti rasiyoun ko khaya kyoun k agar aesa na hota tu wo jhooti rasiyan naozbilah nuqsan pohchti issi liye khaya na allah ny yan kisi or wajha sy....?
yani jado ghar agar jhoota shobda kery tu ws sy kisi ko bhi yeh mehsoos ho sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain yani hain wo asal mein rasiyan or insan ho or chahy koi Nabi bhi ko lag sakta ha k wo rasiyan dhore rahi hain or wo iss wajha sy dar bhi saktay hain yani jado dhokha ha sirf or insan yan nabi bhi dhokha kha gye(nazar ka dhoka mushrikon sy or allah k nabi ko pata nahi chala k wo asal mein rasiyan hain tabhi wo dar gye kyoun k unko laga k wo dhore rahi hain)...? is it....? |