View Single Post
  #18  
Old 09-11-2009, 12:48 AM
.BZU.'s Avatar
.BZU. .BZU. is offline


 
Join Date: Sep 2007
Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed
Program / Discipline: BSIT
Class Roll Number: 07-15
.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay...

Quote:
Allah tallah keh raha ha k Allah k elawa koi kisi ko kuch nahi keh sakta or jo yeh manta ha k Allah k elawa koi kuch ker sakta ha tu wo zalimon mein sy ha
Tu is se tu yeh baat bhi zahir ho jati hay kay . jo yeh imaan rakhay ga kay. jadogar apnay jado. antar mantar shoo sharap. Phoo, akar bakar banmbay boo waghera waghera .( jaisay Ainak walay jin main jadogar kar rahay hotay thay ) say bhi kuch nahi kar saktay.aur jo yeh manta hay kay kar saktay hain wo zalim hain..
but aap ki sab behis kiyon......

Quote:
yahan Allah keh raha ha or phanki unhon ny apni rasiyan or phir kya moosa (A.S) ko rasiyan sanp nazar any lag gye kya Allah jhoot bol raha ha k unhon ny apni rasiyan phanki or wo sanp ban gye
phir Allah ny mosa (A.S) k "assa" sy sare sanp nigalwa liye
Pooray quran main kahin nahi likha huya hay kay rasiyan saanp bani thei. But wo jadogaron ka yehi moqaf tha kay unhon nay saanp bana li ay hain. but jab unhon nay daikha kay un ka jado (jhota shobada) pakra gia hay tu wo sab kay sab muslim ho gay. Allah un jadogaro ko janat naseeb karay jo jado par nahi balkay Allah par emaan lay aa ay thay


Quote:
Allah shirk ko kabhi maf nahi kery ga issi liye Allah ny booton or jado kerny walon ko kaha ha kyoun k wo yeh sabit kr rahy hoty hain k sb kuch hm ny kiya ha jab keh wo tu ek makhi ko bhi nuqsan pohchny ki taqat nahi rakhty magar Allah unki azmayeh k liye k yeh mujh pr iman laty hain yan apni jhooti taqat pr allah un k jado sy kisi ka nuqsan kr sakta ha
Tu is say bhi yehi sabit huy na kay jadogar kay jado say kuch bhi nahi huya. Allah nay khud hei wo kaam ka hukum diya huya hota he , jadogar kisi bhi kisam ka nafa aur nuqsan nahi rakhta..
jaisa ke jado ke qaeleen ka imaan he...



-=-------------------------==--------------------------------===-----------------------------=====--------------------


Tamnat Bilkhair...

__________________
(¯`v´¯)
`*.¸.*`

¸.*´¸.*´¨) ¸.*´¨)
(¸.*´ (¸.
Bzu Forum

Don't cry because it's over, smile because it happened