Mere wajood ko tÜ smaet Ly main bikhr rha hun zra zra,
Mere Änsuon ko b ponch Ly main sisak rha hun zra zra,
Meri Chahton ko smajh kbi meri hasraton ka khayal kr,
TÉre deedar ki ik Aarzu main tarp rha hun zra zra,
Apny pyar ka ik Diya meri raah mein to jla kbi,
Andheri raat ka Näag mujy dus rha hai zra zra,
Aa DIL pe mere hath rkh meri dhrkano ko Qrar dy.
Meri saans to hai chal rhi pr jee rha hun zra zra. . .