View Single Post
Old 25-10-2009, 07:08 PM   #19
usman_latif_ch
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU

Quote:
Pehli baat ...

Aap nay kaha Keh Insaan ko kaat kar doobara Milanay wala Jado dikhao ... us ki asliyat aap nay daikh li ...
yeh tu trick tha na mein jado ki bat kr raha hn yeh tu apny khud he proov kr diya trick ha laqin jado aesa nahi hota wska physical effect hota ha

Surat Al Baqra Aeyat no 102

"Or wo dono unko kuch nahi seekhtay thy jab tk keh yeh na keh dayn k ham "zeryah e azmaesh" hain tum koofar mein na pero' garz log insy aesa jado seekhty jis sy mian biwi mein judai dal dayn or Allah k hukam k siwa iss (jado) sy kisi ka kuch nahi bigar sakty thy or kuch aesy (mantar) seekhty jo inko nuqsan he pohchty or kuch faida nahi or jis cheez k eewaaz unhon ny apni jaanon ko baich dala wo buri thi. kash wo iss bat ko janty

kya cheez thi jo mian biwi mein tafarqa dalti yeh kis k bare mein kaha gaya ha trick k bary mein ?

kaise mantr thy jo unko nuqsan he ponchty thy faida nahi......

Quote:
doosri baat ...

Aap keh rahay ho keh jado allah ki marzi say kaam karta hay .. woh tu sab kuchh allah ki marzi say hota hay ... iss tarah tu main bhi keh doon keh main ghar main baithay baithay fallan kaam kar sakta hoon ... Lakin agar Allah Chahay tu ho jaye ga aur agar allah na chahy tu nahi ho ga ... Tu kia yeh jadoo ho ga?
ap sy pochon ga kya yeh trick hoga?
(nahi na jado na trick)

Quote:
Kia Jadoogar yeh kehta hay keh Allah Nay chaha tu hoga ? wo tu yeh kehtay hain keh humaray ammal say hoga ...

Agar kehtay ho keh jadoo gar kay amal main asar hay tu phir peeroon kay amal main bhi asar hona chahiay... They also do similar things... don't they?
kya ap khana khany sy pehly , kisi ko koi bat kerny sy pehly yeh kehty ho k agar allah chahy tu yeh kam hoga ya nahi tu kya ap shirk kerty ho?


Quote:
Unhoon nay rasiyan aur lathiyan phaikein ... Saanp nahi thay woh (might be acting like snakes) ... As far I know they were just moving like snakes ...

Aur next ayat kay end main likha hua hay "Un kay jhotay shobdoon ko"

Any correction will be accepted ...
han unhon ny rasiyan phanki or they were acting like snaks but yeh tu wahan hwa na mein ny ap sy pocha kya nabi ki nazar ws trick sy dhokha kha gai or dar gai kya?




---------- Post added at 05:41 PM ---------- Previous post was at 05:32 PM ----------



Quote:
No, It could be interpreted like that ...

Aik jadoogar nay kaha keh yeh banda iss din mar jaye ga ...

Aur Allah nay bhi uss banday kay marnay ka hukm day dia ho ...

Tu kia Allah us jadoogar ko jhoota karnay kay liay apna hukm change kar dain ?

Banda maray ga tu Allah kay hi hukm say But jadoogar kahay ga keh us ki waja say hua hay, Agar woh apnay Amal na karta tu banda na marta
jado ghar ny kaha banda mar jye ga tu kya allah logon ki azmesh k liye wski bat ko sach nahi ke sakta?

jesy hindu buton sy mangty hain magr deta tu allah he ha na tu kya wo bhookhy marty hain wo tu apny bhagwanon sy mangty hain tu kya unko nahi milta kuch, milta ha na or deta tu allah he ha na

yehi tu bat ha na interpretation ka he tu sara masla ha quran ki interpretation youn nahi ho sakti na aesy tu hr koi apni he kary ga na
ok apny yeh interpretation ki ha mein yeh kerta hn faisla kn kary ga sahi ha yan galay
yaqeenan sahi ahadees he karain gy or apny sahi ahadees ko he apni interpretation sy takra kr galat kr diya tu ab phir ab....?(larai he larai)

jadu (according to you dhokha) kisi ko nuqsan nahi poncha sakta magar siwaye iss k Allah he ws nuqsan ka hukam dy dye.