25-10-2009, 11:23 AM
|
#7 |
| | Re: Shirk ki Aqsaam (Quran o Hadees ki nazar mein). Types of Shirk according to quran and sahee hadit jee. but waisay bhi agar ap kehtay ho kay jadogar kay jado main asar hay tu Aap ko 100 % in baton ka man na lazami ho giya hay,. Quote: Phir tu is baat ko bhi maan lo na kay Tawwez jo marzi karna chahay kar sakta hay... Kiyon kay us main Allah paak ki marzi ho sakti hay... Quran paak bhi galay main lataka do wo bhi sab kuch kar sakta hay... Buton ki poja karna bhi start kar do. because us main bhi Allah ki marzi ho sakti hay. Murda peer ki kabar par jao tu wo bhi jo kuch marzi kar sakta hay... Aap kay mutabiq tu jadogar har kuch kar sakta hay.. (means Allah nay jadogar ko har cheez karnay ki taqat di hay..) Jb Allah nay kaha hay kay ghayab ka ilam sirf main jata hon. tu aap ka yeh kehna . Allah aur rasool ki is baat ko khulam khula jhutla raha hay kay. Jadogar bhi apnay jado say Ghayab ki batain maloom kar leta hay... | |
| | |