Udaasiyoon ka ye mosam!
badal b sakta tha,
Wo chahta to meray 7!
chal b sakta tha!!
Wo shakhs tu nay jisay chornay mein jaldi ki,
Taray mizaj k sanchay main!
dhal b sakta tha!!
Wo jaldbaaz khafa ho k chal dia warna,
Tanaziaat ka koi hal!
nikel b sakta tha!!
Anna ne hath uthanay nahi diye warna,
Meri dua se wo pather!
pighal b sakta tha!!
Tamam umar tera muntazir raha MOHSIN,
Yeh aor baat k wo raasta!
badal b sakta tha....!!