View Single Post
  #3  
Old 21-10-2009, 03:18 PM
musheer's Avatar
musheer musheer is offline
Little Baby

 
Join Date: Aug 2009
Age: 54
Posts: 2
Program / Discipline: Education
Class Roll Number: 14
musheer is on a distinguished road
Default Re: Outsourcing....earning opportunities (authantic)

Dear .BZU.
Sub say pehlay app ko kam us kam iss kam kay baray may research karna hoga. Iss kay bad agar app ko koi bat fake ya scam nazar aiy to bata saktay hay. Sub say pehlay to app iss kam kay mutaliq apni malomat hasil kary. is kay liy ap ko (elance.com ) kay andar mojood tarikai kar ko samaj na hoga. Indian iss liya is ka indar expert hay ka un ke english ache hay. aur European and US market tak un kee rasai hay.
Jaha tak meeri kami ka taluq hay to may uppar kay article lika hee isee lia ka iss kam kay baray may hamaray bhayoon ko ziada say ziada malomat hasil hojai, May na bee kafi harsay tak CUT & Past ka bafaida kam kia, aur kuchy na mila, Ab apni aik website bahai hay aur pechlay 3 mahenay say uss kee marketing kar raha ho, Iss maheenay ma mujay 100 $ ka target mil jai ga. Outsourcing kay kam ko may taqriban samaj ga ho, laikin kisi bee kam ko start karnay ka lia ap ko kafi mehnat aur intazar karna par ta hay, may apnay gar ka wahid kafeel ho is lia ziada time nahee da sakta. Laikin us kam kay andar potentiol is lai hay kay , web marketing say mujay 3 maheno may 100 $ miltay , laikin Outsourcing kay kam may agar aik be project ap ko acha mil jata hay to ap asani say 200 say 500 $ kama saktay hay.
Thanks
__________________
http://www.mycareer.edu.pk
Reply With Quote