Quote:
Originally Posted by m_asad786 Have you read the reply in 2mins? There are many many references to Hadith of the Prophet Muhammad (peace be upon him) which says kissing hands and feet is allowed.
You can go to the library and look it up in the Hadith books. |
Sir aap video tu daikho.. Is main konsa kissing ho raha hay...
Ankhain phaar phaar ka images tu daikho.. konsa kissing ho raha hay...


Jab kay Wo loog saaf saaf keh rahay hain..
1) Jahan Jahan nazar aye tu "Tahir" karain hm "Sajda"
2) Kaaba ho ya boott khana iss sy nahi koi matlab
3) Peenay ko tu pee loonga per shart zara si ha ......baghdad ka saqi ho or Minhaj ka maay khana
4) Bey-Dam teri qismat mein hain sajday issi daar k, choota ha na chootay ga "sangay-dare-jana"
Tu phir aap kiyon is baat ko ghalat tasleem karnay ki koshish kar rahay ho kay yeh aisa nahi hay?
Kissing wo sawab hay tu Alama sahab ko bhi chahi ay tha na kay wo bhi Logon kay Paon chomtay na.. then unhon nay kiyon nahi choomay paon?
Kia yeh hadees un kay li ay nahi thei?
Agar yeh Video theek hay tu aap loog complains kiyon kar rahay hain kay yeh videos delete karwai ja ay...? youtube say delete karwai.. etc sab site say delete karwai.. jab hadees aur quran main hei yeh
Quote:
1) Jahan Jahan nazar aye tu "Tahir" karain hm "Sajda"
2) Kaaba ho ya boott khana iss sy nahi koi matlab
3) Peenay ko tu pee loonga per shart zara si ha ......baghdad ka saqi ho or Minhaj ka maay khana 4) Bey-Dam teri qismat mein hain sajday issi daar k, choota ha na chootay ga "sangay-dare-jana" |
sab aur... Mehflain lagana tu aap ko tension kis baat ki hay?