Raat shabnami
bheegi chandni
teesra koi duur tuk nahee
is kay agay hum aur kia kahain
janam samjha kero
sanam tumko jis din se dekha hum ne
khayalaat qaboo main naheee
bara pyara yeh bhi ittafaq dekho
tumhi mil jatay ho her kaheen
agay khud hi jaan lo
aur kia kahen janam samjha kero