View Single Post
Old 12-08-2009, 04:42 PM   #10
usman_latif_ch
Default Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

Quote:
Originally Posted by uzma View Post
Quote:
Yasrab kay waali .. saaray nabi tere dar kay sawaali


Nazia g its ans.is
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) wo hasti hain jin k leay Allah ne ye dunya bsai.Es k mutalik different Hadith k mafhom ye hain.
I will tell it step by step.
(Hazrat Muhammad (S.A.A.W) ki digher Nabio per Fazilat)

Example:Setp:1
(Hadith)

onca Hazrat Jibraeel A.S came.Hazrat Muhammad(S.A.A.W) was sitting with
Hazrat Fatima R.A.Hazrat Jibraeel A.S said ,say salam to Hazrat Fatima R.A.
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) said,
Fatima tumharay Chacha saying salam
Hazrat Jibraeel A.S said, chacha nhi ,i m the one who created by Allah
Ist of all.
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) smiled & said when was created u what u saw
in sarrounding.
He A.S said
There was only a star shinning there.i saw that star 72 thousand times which appear
once in 70 thousands years.
Then Hazrat Muhammad(S.A.A.W) said That star was i.

Example:Step:2
(Hadith)
hazrat Adam & Hawa (A.S) ki toba some sentences ki adaigi k baad kabol hoe
when they use it in their Dua.This was


he said i saw this on Arsh in written form then
Allah k sath jis ka nam tha os yani Muhammad Hum ne os ka wasta de kr dua ki
or Allah ne hmari toba kabol ki.

Example: Step 3
Hadith.
Mairaj ki raat Baitul Muqadas mae tmam Nabio ne Hazoor (S.A.A.w)
ki amamat mae namaz perhi.

Example: Step 4
Hadith.
Hazrat Essa (A.S) ne Allah se Hazoor (S.A.A.w) k ommati bnnay ki dua ki thi ab wo AAp (S.A.A.W) k omati bn kr aiy gay or esayat ki nhi Islam ki
tableegh kray gay.

Example: Step 5
Hadith.
Qiyamat k din Hisab kiab se pehlay jo Be-chaini ki kaifiat ho gi
os k khatmay k leay tmam Nabi Hazoor( S.A.A.W) k pas jaiy gay or request kray gay
k Aap Allah se kehay or ye State or condition khatam ho or hisab kitab start ho phir Hazoor (S.A.A.w) ki sfarish pe ye amal start ho ga.

Example: Step 6
Hadith.
Hazoor (S.A.A.w) tmam Nabio k Amam hain.

now what u said? its all authentic Hadith
Not Molviuo ki ghari hoi kahania.........
Pehli bat tu yeh ha k....
Agar yeh sb authentic ahadeees hain tu inka reference bhi plz quote karain kisi bhi bat per hadith likh deny say wo hadees nahi ho jati or sath plz kisi bhi asal hadees ko apni wording mein likh kr wsko hadees nahi kehna chaheya hadees apni asal wording mein likhni chaheya jesy ki waise he. or ap ko pata ha yeh kitna bara gunnah ha k kisi bhi bat per bina jany hadith likh dena...
ap in hadith ka reference quote karian or jahan tk bat ha inki tu yeh hamari baton ka jawab tu nahi hwa unka jawab tu dayn jo mein ny quran ki aeyat ko quote kien hain....

  Reply With Quote