i complete it
Mujhay kia khabr thi k wo kia hoa
Mujhay kitna ghehra khumaar tha
Mein khara tha os k hisaar mae
Meray ird gird ghubaar tha
Ye he sochta rha dair tak
Magr os ko kuch na bta ska
Na mein pas os ko bula ska
Na mein dil ki baat suna ska
Ye b theek hai wo chala gia
Mujay bnd raasto pe chor k
Ye b theek hai na aiy ga
kbi butt aana ka wo tor k
Wo juda b kaisay howa k mien
Koi rasam b na nibha ska
Na mein pas os ko bula ska
Na mein dil ki baat suna ska
Wo hnsi hnsi mae chal dia
k mien hath tak na hila ska