BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan Right Header

HOME BZU Mail Box Online Games Radio and TV Cricket All Albums
Go Back   BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan > Welcome to all the Students > Articles > Urdu Articles


Reply
 
Thread Tools Search this Thread Rating: Thread Rating: 3 votes, 3.67 average. Display Modes
 
Old 18-05-2010, 04:59 PM
Raheel's Avatar
Contributor

 
Join Date: Aug 2009
Location: City off Lights (Due to Load Shedding)
Age: 40
Posts: 1,689
Contact Number: Ask Me!
Program / Discipline: Bachelor of commerce
Class Roll Number: 00
Raheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond repute
Send a message via MSN to Raheel Send a message via Yahoo to Raheel
Default Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain..

Name:  1.JPG
Views: 10121
Size:  68.5 KB
Name:  2.JPG
Views: 6355
Size:  73.6 KB
Name:  3.JPG
Views: 5848
Size:  91.3 KB
Name:  4.JPG
Views: 6049
Size:  91.8 KB
Name:  5.JPG
Views: 4913
Size:  92.9 KB
Name:  6.JPG
Views: 5938
Size:  65.1 KB


Name:  2 of 1.JPG
Views: 9404
Size:  86.6 KB
Name:  2 of 2.JPG
Views: 4667
Size:  91.4 KB
Name:  2 of 3.JPG
Views: 4832
Size:  88.3 KB
Name:  2 of 4.JPG
Views: 4649
Size:  78.0 KB

__________________
Reply With Quote
  #11  
Old 19-05-2010, 11:24 AM
Raheel's Avatar
Contributor

 
Join Date: Aug 2009
Location: City off Lights (Due to Load Shedding)
Age: 40
Posts: 1,689
Contact Number: Ask Me!
Program / Discipline: Bachelor of commerce
Class Roll Number: 00
Raheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond repute
Send a message via MSN to Raheel Send a message via Yahoo to Raheel
Default Re: Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain..

Quran main jo kuch aya hay wo 100% such hay mujhay is say inkar nahi or behes yeh hay he nahi jo aap samajh rahi hain... Jin or Jadu wagaira yeh to ek firqa warana behes hay kuch log mantay hain kuch nahi is sab ko beech say hata ker mera simply ap say yeh sawal tha kay aisay logon ka kiya ilaj hay jo is museebat main giraftar hain or aisa kion ho raha hay in kay saath..or yeh bhi mainay ap kay is reply say poocha...

hahaha asli peer bhi hotay hain..
LOL
--------
Baqool Pakis kay bilkul ji hotay hain.
maan lia hotay hain...

Koi aik peer ya peer ka jin bhi aisa nahi tha jo mak hussy ko last over beat karwa sakta..
------------
koi peer bhi aisa nahi hay jo mulk ki mengai khatam nahi karwa sakay...
Aaj Hanza main land sliding ho rahi thei, koi peer ya taweez aisa nahi hay jo land sliding rook kar hanza kay logon ko bacha saky...
__________________
Reply With Quote
  #12  
Old 19-05-2010, 11:51 AM
.BZU.'s Avatar


 
Join Date: Sep 2007
Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed
Program / Discipline: BSIT
Class Roll Number: 07-15
.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute
Default Re: Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain..

Quote:
Originally Posted by Raheel View Post
Quran main jo kuch aya hay wo 100% such hay mujhay is say inkar nahi or behes yeh hay he nahi jo aap samajh rahi hain... Jin or Jadu wagaira yeh to ek firqa warana behes hay kuch log mantay hain kuch nahi is sab ko beech say hata ker mera simply ap say yeh sawal tha kay aisay logon ka kiya ilaj hay jo is museebat main giraftar hain or aisa kion ho raha hay in kay saath..or yeh bhi mainay ap kay is reply say poocha...
Jinnat kay baray main humain quran nay hei bataya hay tu,nahi tu humain kabhi bhi na pata chalta.. humain quran say hei rajoo kerna pary ga..
Agar quran majeed main jin ka zikar na hota tu, humain kaisay pata chalta kay jin hain.. that is why i have quoted quran


Yeh baat tu quran nay bata di kay Jin tu insan ka kuch nahi kar saktay,, aur agar koi insan aisa kuch kahay kay jin kuch ker saktay hain, tu wo Allah aur Islam ka munkir log hain jo aisa kehtay hain.. quran nay yeh nahi bataya loog kis waja say khoof khaya kertay thay..

Abh agay mujhay nahi pata kay kia hota hay yeh sab, because main na aisa kuch nahi daikha... (hona bhi nahi chahiye because i believe quran is truth)

abh is kay baray main tehqeeq kerna pary gi kay kiyon hota hay aisa.. isi liye tu suggest kia hay kay in sab kahaniyon ki live transmission honi chahiye . written kahniyon say kaam nahi chalay ga..And i bet kay yeh loog kabhi bhi live videos nahi bana saktay,
bahan inkay pass hay. kay Jin jahan hoty hain camera kaam nahi karta... hahahha
My point of view is:
Shyad kisi ka wehim hota hoga.
Shyad kisi ka unhon nay khawab main daikha hota ho ga, aur us ko apni real life samjhty hongay, aur keh dete hongay kay yeh mere saath huya hay.
Ya kisi nay aisi kahani likh di ho, logo ka iman kharab karnay kay liye,
i do not know what the exact problem with these peoples...



__________________
(¯`v´¯)
`*.¸.*`

¸.*´¸.*´¨) ¸.*´¨)
(¸.*´ (¸.
Bzu Forum

Don't cry because it's over, smile because it happened
Reply With Quote
  #13  
Old 23-10-2010, 10:34 PM
luqmanahmed50's Avatar
Toddler

 
Join Date: Jul 2010
Location: rahim yar khan
Posts: 11
Program / Discipline: Engineering
Class Roll Number: 1620
luqmanahmed50 is on a distinguished road
Default Re: Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain..

aur yar yah jin win kuch nai hote sub dimagh ki kharabi hai quran majeed main jaha jin aya bhi to arbi main jin se do mani murad leye jate hai aik jabar sardar yani zalim sardar aur dusra ghear mari cheez jo nazar na aye jaise k hum jante hai bohat se aise jandar hai jo k zinda hai un main jan hai magar nazar nai ate aur in main kuch humare leye mufeed hai aur kuch nuksan de so plz jub bhi quran majeed main se jino ka hawala dia jaye to in meanings ko mind main rukha jaye hope so app jin jaise word ki bujaye sirf ALLAh se duren ge

---------- Post added at 10:34 PM ---------- Previous post was at 10:29 PM ----------

aur yah jo family ka qisa hai agar yah man bhi liya jaye to yah sirf aik he cheez hai k in ka iman kamzor ALLAH pe yakeen na hona hai aur jo asal bat chupai ja rahi hai woh yah hai k kai jawan ladkiya jub mahwari k dor main ati hai to us ka baz uqat asar dimagh per hota hai jis k medical tasdeeq karta hai aur ladki paglo ki tara harkat karti hai jis k hal shadi he hota hai aur woh peer sahab isi cheez ka fayeda utha rahe hai anyone want more information can connect wid me mr_ryk@ptcl.net
Reply With Quote
  #14  
Old 24-10-2010, 10:51 AM
.BZU.'s Avatar


 
Join Date: Sep 2007
Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed
Program / Discipline: BSIT
Class Roll Number: 07-15
.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute
Default Re: Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain..

lol....
Ap ki yeh daleel tu keh rahi hay...
zalim sardar aur insan 2 different makhloq hain?
Aur zalim sardar Aaag say bani hoi makhloq hay?


Quote:
jin jaise word ki bujaye sirf ALLAh se duren ge
Agreed with you..
Jin sirf waswsa paida ker sakta hay, uskay ilawa jin insan ko kuch bhi nahi ker sakta,
Jaisay ke qimat ke din Shetan (jin) Allah say kahay ga, ke in logon per mera koi zoor nahi tha,yeh jo buray kaam kartay thay khud hei kia kartay thay..

Name:  jin-kahay-ga.jpg
Views: 5995
Size:  48.0 KB

laikin phir bhi aaj ki qoom yehi kehtay hai kay (Jin sheetan) bandon ke oper char jatay hain, aur insanon ko apni taqat say nafa nuqsan pohunchatay hain...


aur 2nd thing, Saleman A.S ko Allah nay mojza dia tha ke wo jin ko daikh saktay thay, jinon say batain ker saktay thay...
Us kay baad yeh mojza kis peer faqeer kay pass nahi hay..jaisa ke yeh jhoot boltay hain ke main nay jin qiad kia huya hay...


__________________
(¯`v´¯)
`*.¸.*`

¸.*´¸.*´¨) ¸.*´¨)
(¸.*´ (¸.
Bzu Forum

Don't cry because it's over, smile because it happened
Reply With Quote
  #15  
Old 31-10-2010, 07:06 PM
luqmanahmed50's Avatar
Toddler

 
Join Date: Jul 2010
Location: rahim yar khan
Posts: 11
Program / Discipline: Engineering
Class Roll Number: 1620
luqmanahmed50 is on a distinguished road
Default Re: Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain..

janab aag se kuch nai buna wuna yah sirf tashbi di gai hai jaise hum khete hai k jise ghusa ziyada aye woh aag bugola ho gia ablees ne sajda q nai kia adam ko k woh ghuse main a gia is leye Allah ne use aag se kaha k buna hai

---------- Post added at 07:06 PM ---------- Previous post was at 06:59 PM ----------

insan miti k buna hai to science q nai sabit karti frishte noor se bune hai to sub ko woh noor nazar q nai ata janab yah haqeqat sirf ALLAh he janta hai k asal haqeqat kia hai baqi yah jino amlo wale kaam phele yahoodi karte the tub un ka kia haal tha ap sub jante honge ub muslims kar rahe hai to in ka haal bhi dekh le aur jin aag se buna hota to yah bhi mashoor hai jin aag se darte hai jin ko qaboo karne k leye aag k gird he chila kata jata hai sub bukwas hai
Reply With Quote
  #16  
Old 31-10-2010, 07:36 PM
.BZU.'s Avatar


 
Join Date: Sep 2007
Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed
Program / Discipline: BSIT
Class Roll Number: 07-15
.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute
Default Re: Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain..

100% Agreed with this..

Quote:
Originally Posted by luqmanahmed50 View Post
yah jino amlo wale kaam phele yahoodi karte the tub un ka kia haal tha ap sub jante honge ub muslims kar rahe hai to in ka haal bhi dekh le aur jin aag se buna hota to yah bhi mashoor hai jin aag se darte hai jin ko qaboo karne k leye aag k gird he chila kata jata hai sub bukwas hai
but islam and sahih hadess not agreed with your following thinking..

Quote:
Originally Posted by luqmanahmed50 View Post
janab aag se kuch nai buna wuna yah sirf tashbi di gai hai jaise hum khete hai k jise ghusa ziyada aye woh aag bugola ho gia ablees ne sajda q nai kia adam ko k woh ghuse main a gia is leye Allah ne use aag se kaha k buna hai
yeh konsi hades main ya ayat main likha huya hay ke Allah tala Ghusa main aa giya is liye Allah ne ebless ko Aag kaha...


Jin ka wajood hay, quran main kai maqamat per is ka zikar aya hay, but yeh he ke jin ghaib daan hotay hain.. But yeh molvie peer aik tu yeh jhot boltay hain ke hum nay jino se ghaib ki batain pata chalai hain, dosara yeh ke jin ghaib jantay hian..

Salman AS ka hei qisa pakar lain,
Jinon ne koi famous building banai thei, (shyad Baitul Muqadas) banaya, But unko itna bhi ilam na ho saka ke Salamn AS ki death ho chuki.. aur jab unko death ka pata chala tu yeh kehtay hoye chalay gay, Agar humain pata hota kay Salamn AS death ho gai hay tu hum kab kay chhor ker chalay jatay...
__________________
(¯`v´¯)
`*.¸.*`

¸.*´¸.*´¨) ¸.*´¨)
(¸.*´ (¸.
Bzu Forum

Don't cry because it's over, smile because it happened
Reply With Quote
  #17  
Old 01-11-2010, 09:45 PM
luqmanahmed50's Avatar
Toddler

 
Join Date: Jul 2010
Location: rahim yar khan
Posts: 11
Program / Discipline: Engineering
Class Roll Number: 1620
luqmanahmed50 is on a distinguished road
Default Re: Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain..

janab zara ghor kejeye nauzbilah main ne yah nai kaha k ALLAH tala ghuse main aye bulke ablees ne ghuse main a kar inkar kia woh gharor main tha magar us ki itni jurat kase hui k us ne khuda k samne inkar kia zara ghor kejeye ga is pe aur hazrat suleman k waqiya zara khud parh lejye ga quran se aur phir batayeye ga k ap ko kia samaj aya

---------- Post added at 09:41 PM ---------- Previous post was at 09:39 PM ----------

quran ki woh ayat la dejey ga jaha yah ho k batul muqdas jino ne tameer kia waqiya yah hai k app ki mehfil main aik wajood jis ka nam bhi aya hai aur kaha gia k woh jino main se tha betha huwa tha ub waha jin se murad pata nai app kia lete hai barhal mere nazdeek woh aik pahari qom ka sardar tha

---------- Post added at 09:45 PM ---------- Previous post was at 09:41 PM ----------

aur jino k samjne k leye zara arbi zuban ko bhi samjna ho ga mujh nachhez k pas bhi filhal itna ilam nai k main itna ziyada ap ko guide kar saqo bus haqeer si kosesh hai aur jaha quran main yah aya surat ul jin main k app (saw) k pas jino ki aik jamat aai to janab bukhari main hai is waqeye se mutaliq jo ahadees hai un k mutabiq kai sahaba karam kehte hai k un jino ne aag julai waha parao kia kheme lagaye ub jino ko aag julane aur khame lagane aur khane peene ki kia zaroat the sai bukhari ka bhi mutlaiya is cheez ko samne rukh k zara kejeye ga
Reply With Quote
  #18  
Old 01-11-2010, 10:45 PM
.BZU.'s Avatar


 
Join Date: Sep 2007
Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed
Program / Discipline: BSIT
Class Roll Number: 07-15
.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute
Islamic Re: Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain..

Quote:
Originally Posted by luqmanahmed50 View Post
janab zara ghor kejeye nauzbilah main ne yah nai kaha k ALLAH tala ghuse main aye bulke ablees ne ghuse main a kar inkar kia woh gharor main tha magar us ki itni jurat kase hui k us ne khuda k samne inkar kia zara ghor kejeye ga is pe aur hazrat suleman k waqiya zara khud parh lejye ga quran se aur phir batayeye ga k ap ko kia samaj aya

---------- Post added at 09:41 PM ---------- Previous post was at 09:39 PM ----------

quran ki woh ayat la dejey ga jaha yah ho k batul muqdas jino ne tameer kia waqiya yah hai k app ki mehfil main aik wajood jis ka nam bhi aya hai aur kaha gia k woh jino main se tha betha huwa tha ub waha jin se murad pata nai app kia lete hai barhal mere nazdeek woh aik pahari qom ka sardar tha

---------- Post added at 09:45 PM ---------- Previous post was at 09:41 PM ----------

aur jino k samjne k leye zara arbi zuban ko bhi samjna ho ga mujh nachhez k pas bhi filhal itna ilam nai k main itna ziyada ap ko guide kar saqo bus haqeer si kosesh hai aur jaha quran main yah aya surat ul jin main k app (saw) k pas jino ki aik jamat aai to janab bukhari main hai is waqeye se mutaliq jo ahadees hai un k mutabiq kai sahaba karam kehte hai k un jino ne aag julai waha parao kia kheme lagaye ub jino ko aag julane aur khame lagane aur khane peene ki kia zaroat the sai bukhari ka bhi mutlaiya is cheez ko samne rukh k zara kejeye ga
Mr, pehlay ap tu koi ayat yeh lao, ke Jin gusay walay insan ko kehtay hain...ya Aag ko kehtay hain
Reference
ayat or hades number dain...
phir dosaray question kijiye ga.
otherwise ap apnay Mirziyat walay deen ko apnay pass rakhiye, Because yah Islam ki batain hain... Mirziyon ki batain nahi, Muslims ki batain hain Mirzaon ki nahi...

Name:  surah-Saba-ayat-10-14.jpg
Views: 11568
Size:  251.2 KB

Yeh parhain khud hei..
Jinn Alamul Ghaib nahi hotay,
Jinno ko bhi Ghaib ka ilam pata nahi hota hay...

But yeh naam ki musalman qoom.. phr bhi apnay molvie aur jin baaz ki baat bakhushi mannay ko tiyar ho jati hay, ke jinnon se ghaib ka ilam pata karwaya ja sakta.aur sath main is jhoot ko bhi haq mantay hain ke Jinnat molvi peer ke qabzay main a jatay hain (like Sulaiman A.S jo ke as mojza tha)..example oper ke article main mojood hay....
shame...
Phir agay surah saba ayat 15 to 18 main yehi likha hay ke Allah ki na shukari qoom per selaab ka azab dia jata hay.... yeh tu quran majeed main saaf saaf elan hay..Flood 2010 .

__________________
(¯`v´¯)
`*.¸.*`

¸.*´¸.*´¨) ¸.*´¨)
(¸.*´ (¸.
Bzu Forum

Don't cry because it's over, smile because it happened
Reply With Quote
  #19  
Old 02-11-2010, 02:59 PM
luqmanahmed50's Avatar
Toddler

 
Join Date: Jul 2010
Location: rahim yar khan
Posts: 11
Program / Discipline: Engineering
Class Roll Number: 1620
luqmanahmed50 is on a distinguished road
Default Re: Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain..

janab thori si takleef kar k arbhi lughaat ki kisi book ko utha k jin k lafzi aur zahri meanings ki hai dekh lejeye ga hope so samaj a jaye ga ub yah ayte utha k lane wali batain to na manane wali bat he hai aur main jo bat kar raha hu woh app ki aqal pick nai kar rahi

---------- Post added at 02:52 PM ---------- Previous post was at 02:50 PM ----------

aur jaha tuk raha islam ki batain to mere bahi islam app k baap k jageer nai i think ya ap thaekedar ho

---------- Post added at 02:59 PM ---------- Previous post was at 02:52 PM ----------

aur waise kahe app hum is topic per baat nai kar saqte q app ne kabhi shayed he khud quran ko samjne ki koshesh ki ho mulao k peche lage hai jinho ne sari dunia main tum jaise muslims ko budnam kia howa hai na akhrat k ho na dunia k is bara azab kia ho ga tum logo per
Reply With Quote
  #20  
Old 02-11-2010, 03:11 PM
Raheel's Avatar
Contributor

 
Join Date: Aug 2009
Location: City off Lights (Due to Load Shedding)
Age: 40
Posts: 1,689
Contact Number: Ask Me!
Program / Discipline: Bachelor of commerce
Class Roll Number: 00
Raheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond reputeRaheel has a reputation beyond repute
Send a message via MSN to Raheel Send a message via Yahoo to Raheel
Default Re: Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain..

@ Luqman ap ka is sari behes say kiya maqsad hay ?
__________________
Reply With Quote
Reply

Tags
banatay, ghulam, hain, jaali, jinnat, kay, logon, peer, zariye


Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests)
 
Thread Tools Search this Thread
Search this Thread:

Advanced Search
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Peer E Kamil S A W by Umeera Ahmad momna gull Stories,Novels & Kahaniyan 8 04-05-2011 01:48 PM
Internet ke zariye beroon mulk Pakistaniyon se farad ka inkeshaf Gunjial Daily News And halat-e-hazra 4 30-04-2011 11:47 PM
Jaali Aamil or Police ka Ta'awun Raheel Daily News And halat-e-hazra 0 15-12-2010 03:40 PM
Kuch rishtay upar wala banata hay or kuch log banatay hain irfishahpk Quotes 2 04-08-2009 06:51 PM

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 10:34 PM.
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.