![]() |
| ||||||
| Online Islamic Books Download and Read online Islamic books |
![]() |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| |
| | #1 | |
| Quote:
laqin mujhy tu iss aeyat ki yeh smjh ai ha k Allah ny suleman (A.S) ko jinaat, hawaon or sb janwaron ki boliyan seekhai thein or un par hukamrani di thi tu log smjhty thy k yeh jado ghar hain jab keh yeh tu Allah ki taraf tha, tu Allah ny kaha k suleman (A.S) ny koofar nahi kiya na he farishton ny jab keh wo tu sirf logon k liye zaryah e azmayeh thy log in sy pehlay sheetanon sy jado seekhty thy tu Allah ny kaha ha frishton ny koofar nahi kiya balkeh sheetanon ny kiya jab k wo fraishty tu logon k liye zaryeh azmaesh k liye thy Last edited by usman_latif_ch; 09-11-2009 at 11:21 PM. | ||
|
| | #2 | |||
| Quote:
Quote:
Jaddo kay manter seekhnay say koi faida nahi hota tha, laikin jaddo se miyan biwi main judai ho jaati thei. Quote:
Hence proved... Aur aap maan lijiye kay: Frishtay jadoo sikhatay thay.aur frishton ki jo shaan Allah nay biyan ki hay ,wo sab ghalti say likhi gao he .frishtay Nabiyon kay pass Allah ka pigham e haq lay kar nahi atay. balkay logon kay pass atay hain aur Unhain Allah kay nabiyon kay Khilaaf kaam karnay ko kehtay hain (Azmaish main jo ho ay becharay).. aur Jado ka kalam Allah nay Frishton kay zariyon utara hay. aur Jado karna karana kufar o shirk bhi hay. aur Noori Makhlooq Frishton ka sikhaya giya hay. (chahay zariya azmaish bana kar hei sikhaya giya ho) Yeh baat sheetan bhi nahi keh saktay hain kay hum zariya azmaish hain. aur sirf frishtay hai zariya azmaish hotay hain. (But Allah kehta hay kay frishtay hamesha Haq lay kar utrtay hain, Kufar aur shirk nahi) , baqi makhloq zariya azmaish nahi hoti hay hay.. that is end of the story. I am closing this thread right now. Aap kay li ay aap ka deen theek hay aur mere li ay mera deen (Saari Taqtain aur alimulghaib Allah paak ki zaat hei, us ka koi sharik nahi, na jadoo, na jin, na but, na Peer, na taweez, na faqeer, na insan , na nabi, na sideeq, na shaheed)... Aap ki tashreeh aap janain. Meri tshreeh ka mujay pata hay... ![]() barhal meri interpretation Quran ki ayaat ko apas main Takra nahi rahi. Aap Ki interpretaion, Quran ki ayat ko kia Usi aik hei ayat ko usi kay saaath takra rahi hay, Yeh meri interpretation hay ![]() Aur aap ki interpretation kia hay lets see. Frishton nay kufar nahi kia, Shetano nay kufar kia... Jabkay frishtay Jado sikhaya kartay thay, aur frishtay Jado ka ilam nechay lay kar utra kartay tha. Jado kay kufria kalemat say wo loog kuch faida, nuqsan nahi day saktay tha.But Jadoo kay asar ho jata hay. aur wo kufria kalemat say Nuqsanat ho jatay hain. | ||||
|
![]() |
| Tags |
| ahmed, asar, aur, basheer, jadoo, kufar, main, manna, sehar, shirk, written |
| Thread Tools | Search this Thread |
| Display Modes | Rate This Thread |
| |