![]() |
| ||||||
| Online Islamic Books Download and Read online Islamic books |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| | #12 | |||
| Quote:
Loog un cheezon kay pechay lag gay jo sheetan sekhatay thay Sleman A.S nay kufar nahi nahi. balkay un sheetano nay kufar kia...jo logon ko jado sikhatay thay... .. abh agay aap ki baat lay lete hain... Or wo dono unko kuch nahi seekhtay thy jab tk keh yeh na keh dayn k ham "zeryah e azmaesh" hain tum koofar mein na pero' yahan tak tu aap theek ho... us kay bad aap yeh kiyon kehtay ho kay Is ka yeh matlab hay kay Loog in say jado seekhtay thay... Jabkay pehlay Allah nay iss baat ki daleel di kay Na hei farishton par jado nazil hua aur na hei frishton nay jado sikhaya... Aur Allah nay yeh bhi kaha : Quote:
Quote:
Yeh kiyon nahi kehtay kay Sheetan Jado sikhatay thay.. because pechay Allah nay ye bhi kaha hay kay Sheetano nay kufar kia... aur Allah nay Apnay frishton ki gurentee bhi di kay yeh sirf haq sekhatay thay aur kehtay thay kay buray kamo main na paro. yeh tumhain koi faida nahi dain gay... | ||||
|
| Tags |
| aqsaam, hadees, hadit, mein, nazar, quran, sahee, shirk, types |
| |