![]() |
| ||||||
| Online Islamic Books Download and Read online Islamic books |
![]() |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| |
| | #1 |
|
kaha na wsko choro jo mein ny likha ha issko perho or bataow kya galti ha Surat Al Baqra Aeyat no 102 "Or wo dono unko kuch nahi seekhtay thy jab tk keh yeh na keh dayn k ham "zeryah e azmaesh" hain tum koofar mein na pero' garz log insy aesa jado seekhty jis sy mian biwi mein judai dal dayn or Allah k hukam k siwa iss (jado) sy kisi ka kuch nahi bigar sakty thy or kuch aesy (mantar) seekhty jo inko nuqsan he pohchty or kuch faida nahi or jis cheez k eewaaz unhon ny apni jaanon ko baich dala wo buri thi. kash wo iss bat ko janty" | |
|
| | #2 | ||
| abh tu quran ka translate aap apni marzi say kar rahay ho na.. aur kehtay mujhay ho... Quote:
Waisay Allah khud aisa hukum day ga kiyon. kay wo kisi ka kuch begaar sakain?? because Allah nay kaha jo hay kay jadogar kabhi kamiyab hei nahi ho sakta... Quote:
Yeh nahi kay apnay ghar baithay jado kar kay qatal karta hay... | |||
|
| | #3 | |
| Quote:
acha mein ny apni merzi sy ki ha chalo ap same issi line ki translation kero...deikhta hn ap kya kerty ho yeh lo apki translation faraq bataow ![]() | ||
|
| | #4 | |
| yeh translation meri hei to qoute kar rahay hain aap... waisay... main nay is ayat kay part ki baat nahi ki. balkay is ki part ki baat ki hay . kay aap nay aur Alama hazarat nay apni marzi say ki hay... let me qoute again.. Quote:
| ||
|
| | #5 | |
| Quote:
Allama ko beech mein bar bar kyoun ly ati hain jye jahanum mein mujhy kya ws sy meri bat karain meri or apki translation mein kya faraq ha...yeh batayn bas | ||
|
| | #6 | |||
| Quote:
Loog un cheezon kay pechay lag gay jo sheetan sekhatay thay Sleman A.S nay kufar nahi nahi. balkay un sheetano nay kufar kia...jo logon ko jado sikhatay thay... .. abh agay aap ki baat lay lete hain... Or wo dono unko kuch nahi seekhtay thy jab tk keh yeh na keh dayn k ham "zeryah e azmaesh" hain tum koofar mein na pero' yahan tak tu aap theek ho... us kay bad aap yeh kiyon kehtay ho kay Is ka yeh matlab hay kay Loog in say jado seekhtay thay... Jabkay pehlay Allah nay iss baat ki daleel di kay Na hei farishton par jado nazil hua aur na hei frishton nay jado sikhaya... Aur Allah nay yeh bhi kaha : Quote:
Quote:
Yeh kiyon nahi kehtay kay Sheetan Jado sikhatay thay.. because pechay Allah nay ye bhi kaha hay kay Sheetano nay kufar kia... aur Allah nay Apnay frishton ki gurentee bhi di kay yeh sirf haq sekhatay thay aur kehtay thay kay buray kamo main na paro. yeh tumhain koi faida nahi dain gay... | ||||
|
![]() |
| Tags |
| aqsaam, hadees, hadit, mein, nazar, quran, sahee, shirk, types |
| |