![]() |
| ||||||
| Online Islamic Books Download and Read online Islamic books |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| | #9 | |
| Quote:
Ap bhi tu mujhay Behis ka shikar bana rahay hay kay .. jo marzi aa ay translate kar dia hay main nay... aap nay tarjama aisa hei kia.. bilkul jaisay kay in molana sahab nay kia.... Acha abh khud soochoo.... let me explain..: ![]() Usi ooper wali ayat main daikho... aap kehtay ho kay main nay apni marzi ka translation kia hay.... But apnay in allama ka Freeb daikh lo... Jinho nay aik hei ayat main aik hei lafaz kay 2 meaning nikalay hain.... Oper tu likh dia kay Wama,. means Aur Nahi... But Usi ayat kay anadr aglay line main likh dia kay, Wama means Pechay lag gay us ilam kay... Yahan par kiyon nahi kaha kay? Nahi nazil kia giya 2 farishton haroot maroot par? aur phir nechay ja kar dobar yehi keh diya ... Wama means nahi ... main nay highlight kia hay parh lain translate meri marzi ka bhi aur apni marzi ka bhi...================ | ||
|
| Tags |
| aqsaam, hadees, hadit, mein, nazar, quran, sahee, shirk, types |
| |