![]() |
| ||||||
| Online Islamic Books Download and Read online Islamic books |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| | #3 | |||
| Quote:
Quote:
Phir tu is baat ko bhi maan lo na kay Tawwez jo marzi karna chahay kar sakta hay... Kiyon kay us main Allah paak ki marzi ho sakti hay... Quran paak bhi galay main lataka do wo bhi sab kuch kar sakta hay... Buton ki poja karna bhi start kar do. because us main bhi Allah ki marzi ho sakti hay. Murda peer ki kabar par jao tu wo bhi jo kuch marzi kar sakta hay... Sorah taha ayat 69. kay mutabiq.... Last week meri aik alaama sahab say baat ho rahi thei jo kay kehtay thay kay jado main asar hay.. Unhon nay tu na aozbillah Jadogar ko itni taqat day di thei.. Un kay mutabiq. Allah tala nay jadogar ko itni taqat day di thei kay us nay firoon kay darbar main lakri/ rasiyon main rooh phonk di thei. aur na aozillah us mai jaan daal di thei... Mujhay yeh samjh nahi aa e kay jadogar nay aik bejaan cheez main Rooh phoonk kar Allah tala kay barabar makaam hasil kar lia. phir bhi ap kehtay ho kay wo kamiyab nahi huya tha... (Jab kay mere ilam kay mutabiq Insano main sirf Essa A.S ka mojza tha kay wo murda ko zinda kar detay thay. Ya sirf Rooh phonknay wali taqat sirf Allah kay pass hay) Aap kay mutabiq tu jadogar har kuch kar sakta hay.. (means Allah nay jadogar ko har cheez karnay ki taqat di hay..) Jb Allah nay kaha hay kay ghayab ka ilam sirf main jata hon. tu aap ka yeh kehna . Allah aur rasool ki is baat ko khulam khula jhutla raha hay kay. Jadogar bhi apnay jado say Ghayab ki batain maloom kar leta hay... --- Quote:
yahan share karai na.... Quran paaki ki translation apnay apnay ghar main paray ho ay Quran majeed main daikh lo.. is main koi apki meri translation wali baat hei nahi hay... Also Give the answer of following... Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU | ||||
|
| Tags |
| aqsaam, hadees, hadit, mein, nazar, quran, sahee, shirk, types |
| Thread Tools | Search this Thread |
| Display Modes | Rate This Thread |
| |