![]() |
| ||||||
| Islam Full of Islamic Stuff |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| | #9 | |
| Quote:
Uzma ko itni saari Qurani Ayat par Imaan nahi hay... but un Wrong Ahadees par bara beleive hay... This shows that She want to say .. kay Allah nay Quran Nahi utarna chahi ay tha. Bas Wrong ahadess in kay li ay kaafi hain... Uzma.. Just answer .. kay quran majeed Allah nay kis li ay utara hay. Aur yeh bhi answer do kay Oper usman nay jo Ayat Likhi hain . kiya yah na aoz billah Jhooti hain? because you do not want to beleive on them. Yes we know kay aap SAW ki Baaqi Nabi say ziyda fazilat hay... But iss trah say nahi jis trah aap biyan kar rahy ho.. Kay Nabi say maango. App SAW dosaray prophets ko rizq detay thay... Islam main Jhoot bolti ho. Because Allah aur App Saw kehtay hain kay Sirf Allah hei aisa karta hay..... Agar koi banda aisa kehta hay ., mera nahi khiyal kay wo muslim ho ga. ------ Christen bhi kehtay hain kay Essa. A.S Allah kay barabar hain. agar aap un ko muslim nahi kehtay tu . wo bhi muslim nahi hay . Jo yeh kahay kay Allah kay piyaray Rasool Muhammad SAW ki fazilat Allah kay barabar hain. ----- Jo Muslim nahi hay . wo jahanam main jalay ga. abh agay maerzi hay.... | ||
|
| Tags |
| allah, aur, banaya, chaha, hadees, kiya, muqadar, nabvi, nay, usi |
| |