25-12-2011, 10:09 PM
|
| Self-Confident Adult | | Join Date: Mar 2011 Location: multan
Posts: 266
Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: bsit1044 | |
Wo pyar ka suboot dikhaya krta tha.. Wo pyar ka suboot dikhaya krta tha
ansu baha k hmain manaya krta tha
ye zindgi sirf tum se wabasta ha
aksar ye bat hamain bataya krta tha
us ki baton ma kuch aisa asar tha jana
ma barish k bina hi bheeg jaya krta tha
sone ki fursat kse thi
wo hamain sari raat jagaya krta tha
bechani jb had se barh jati
wo jee bhar k gale lagaya krta tha
wo itni muhabbat KRNe wala badal kaise gaya?
Jo har bat pe mari qasm khaya krta tha!!! |