|
| ![]() |
Aik Shair Aik Ahsaas کھلتا کسی پہ کیوں کر میرے دل کا معاملہ شعروں کے انتخاب نے رسوا کیا مجھے |
![]() |
| Thread Tools | Search this Thread | Rating: ![]() | Display Modes |
#791
| ||||
| ||||
![]() Sanso kay silsilay ko na do zindagi ka nam, Jeenay kay bawajood bhi mar jatay hain kuch log.. |
#792
| ||||
| ||||
![]() Un k dehekte hue Rukhsaar pe Aansu..... Toba!! Hum ne sholoon pe machalti hui Shabnam dekhi....
__________________ Awais Ali, Junior Executive, Securities Market Division, Securities and Exchange Commission of Pakistan. |
#793
| ||||
| ||||
![]() Na ker bayan un say hal e dil apna SAGAR, Maghroor sa shakhs hay kahin sath na chor day.. ---------- Post added at 03:56 PM ---------- Previous post was at 03:46 PM ---------- Buhut asar rakhta hay har lafz us ki zuban ka, Ay kaash kay woh mujh say milnay ki dua mangay.. ---------- Post added at 03:58 PM ---------- Previous post was at 03:56 PM ---------- Us ki duniya main hum jesay hazaron hain dost, Hum he pagal thay jo us ko pa ker maghroor ho gaye.. |
#794
| ||||
| ||||
![]() Hawaa jab zard patto'n ko juda shakho'n se karti hy, To hame'n tum se bichar jana bohat hi yaad aata hy....
__________________ ![]() ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai qaim rahain to shaan badhati hain. Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta dedicated to all girls www.momnagull.com |
#795
| ||||
| ||||
![]() Main is liye bhi apni khuwahishat ko tark ker daita hoon FARAZ, Mujhay aksar woh nahi milta jo meri khuwahish ban jaye.. ---------- Post added at 04:01 PM ---------- Previous post was at 04:00 PM ---------- Har aib sahi mujh main magar aaj bhi mujh ko, Apno ko bhula denay ka andaz nahi aya.. |
#796
| ||||
| ||||
![]() aa ke ab tasleem kar lain tu nahi to main sahi kaun maanega ke hum main bewafa koi nahi
__________________ ![]() ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai qaim rahain to shaan badhati hain. Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta dedicated to all girls www.momnagull.com |
#797
| ||||
| ||||
![]() Chalo itna to nikla kaam baham aashnai se, wafa se ho gye tum aashna, hum bewafai se..
__________________ Awais Ali, Junior Executive, Securities Market Division, Securities and Exchange Commission of Pakistan. |
#798
| ||||
| ||||
![]() Yad aya tha BICHARNA tera....... Phirr nahin yad k kia yad aya........
__________________ ![]() ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai qaim rahain to shaan badhati hain. Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta dedicated to all girls www.momnagull.com |
#799
| ||||
| ||||
![]() Ajab tamasha hay Matti say banay logon ka FARAZ, Bewafai kero to rotay hain, wafa kero to rulatay hain.. ---------- Post added at 04:08 PM ---------- Previous post was at 04:07 PM ---------- Kal rat woh meray galay lag kay khoob roya FARAZ, Jesay meri tarah barbad koi usay bhi ker gaya ho.. |
#800
| ||||
| ||||
![]() terii hii yaad, teraa tasavvur, teraa khayaal ai dost ! shukr ye ke merii raat kaT gayee
__________________ ![]() ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai qaim rahain to shaan badhati hain. Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta dedicated to all girls www.momnagull.com |
![]() |
Tags |
ankh, ashaar, bhulana, day, dil, fav, gayi, gunjial, kasay, kese, mumkin, muntakhib, nahi, poet, poetry, samjhon, share, tere, teri, verse |
Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
Thread Tools | Search this Thread |
Display Modes | Rate This Thread |
| |
![]() | ||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Insan ke unwan per Ashaar | .BZU. | Urdu Poetry | 0 | 03-08-2010 03:48 AM |
Muntakhib Chutkulay.. | Raheel | Quotes | 0 | 02-10-2009 04:19 PM |