Aik Shair Aik Ahsaas کھلتا کسی پہ کیوں کر میرے دل کا معاملہ شعروں کے انتخاب نے رسوا کیا مجھے
Rating:
18-02-2009, 08:22 AM
Senior Member
Join Date: Sep 2008
Location: Lahore
Age: 39
Posts: 6,663
Contact Number: 03009441339, 03334146191
Program / Discipline: Engineering
Class Roll Number: BME-01083029 (The University Of Lahore)
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Jb kabhi chahay Andheron main Ujalay Us nay,
Kr diya ghar Mera Sholon k hwale Us ne.
Us pe khull jati Mairay Shok ki shiddat sari,
Dekhay hotey jo Mairey Paon k Chalay Us ney.
Jis ka hr Aib Zmanay se Chupaya Main ney,
Merey Qissay Sarr-e-bazar Uchalay Us ney.
Jab Usay Meri Mohabbat pe bharosa hi na tha,
Kyun diye Meri wafaon kay hawalay us ney?
Ek Mera hath hi na Thama us ney MOHSIN..!
Warna Girtay huye kitnay he Sambhalay Us nye.
18-02-2009, 05:22 PM
Super Moderator
Join Date: Oct 2008
Location: Mars
Posts: 822
Program / Discipline: English
Class Roll Number: 1234
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Main Uska Hoon, Ye Raaz To usne jaan Liya "Faraaz,.
Wo Kiska Ka Hai,. Ye Sawal Mujhe Sone Nahi Deta,.
19-02-2009, 02:27 AM
Join Date: Aug 2008
Location: Multan
Posts: 551
Program / Discipline: MCS
Class Roll Number: MCS-06-35
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Koi milla hi nahi jiss ko Waffa daitay Her ek nay Dhoka diya kis kis ko Sazza daitay Yeh hamara zarf tha k! khamosh rahay werna!!! Dastan sunnatay tu Mehfil ko rulla daitay....
__________________
Qurrat-ul-ain
19-02-2009, 02:29 AM
Join Date: Aug 2008
Location: Multan
Posts: 551
Program / Discipline: MCS
Class Roll Number: MCS-06-35
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Jinhen saliqqa hai Tehzeeb-e-Ghamm samajhnay ka Inhi kay ronay main Aansoo nazar nahi aatay Khushi ki Aankh main aansoo ki jagah rakhna Burray zamanay khabi pooch ker nahi aatay..
__________________
Qurrat-ul-ain
19-02-2009, 06:55 AM
Senior Member
Join Date: Sep 2008
Location: Lahore
Age: 39
Posts: 6,663
Contact Number: 03009441339, 03334146191
Program / Discipline: Engineering
Class Roll Number: BME-01083029 (The University Of Lahore)
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Bekholos logon se ijtanab krna hy,
Muje apne rishtøn ka ehtasab krna hay
Usay bhool jana hay ya usay yad rkhna hay
Dukh to aik jesa hay bs intakhab krna hay!
19-02-2009, 03:42 PM
Join Date: Aug 2008
Location: Multan
Posts: 551
Program / Discipline: MCS
Class Roll Number: MCS-06-35
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Koi milla hi nahi jiss ko Waffa daitay Her ek nay Dhoka diya kis kis ko Sazza daitay
Yeh hamara zarf tha k! khamosh rahay werna!!!
Dastan sunnatay tu Mehfil ko rulla daitay....
__________________
Qurrat-ul-ain
19-02-2009, 04:37 PM
Join Date: Aug 2008
Location: Multan
Posts: 551
Program / Discipline: MCS
Class Roll Number: MCS-06-35
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Mohabbat Mar Nahi sakti
Hazaron Dukh paray sehna , Mohabbat mar nahi sakti Hai tum say bus yhi kehna , Mohabbat mar nahi sakti Jahan main hain jab tak panchi chehektay, urtay phirtay hain Hai jab tak Phool ka Khilna , Mohabbat mar nahi sakti
__________________
Qurrat-ul-ain
19-02-2009, 04:52 PM
Join Date: Aug 2008
Location: Multan
Posts: 551
Program / Discipline: MCS
Class Roll Number: MCS-06-35
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Rukkay tu Chand challe tu Hawaon jaisa hai Wo Shaksh dhoop main dekho tu Chaaon jaisa hai.
__________________
Qurrat-ul-ain
Last edited by Qurrat-ul-ain; 19-02-2009 at 05:27 PM .
19-02-2009, 06:00 PM
Join Date: Aug 2008
Location: Multan
Posts: 551
Program / Discipline: MCS
Class Roll Number: MCS-06-35
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Shikwa y Door reh ker qareeb kitnay thay Faslay bhi ajeeb kitnay thay Dard-e-Dil ki Dawa nahi werna! Iss Jahan main Tabbeeb kitnay thay Umer bher sath jo raha tere..... Uss k achay Naseeb kitnay thay Q na aai main tere Sapnon main Mere Shikway Ajeeb kitnay thay
__________________
Qurrat-ul-ain
19-02-2009, 06:10 PM
Join Date: Aug 2008
Location: Multan
Posts: 551
Program / Discipline: MCS
Class Roll Number: MCS-06-35
Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. Her addawat pay Mohabbat kjo sajja ker milna Rasm-e-Dunya hai Haqeeqat ko chuppa ker milna Jis ka kirdar hai Sittaron ki tarah Roshan Kitna dushwar hai uss shaksh ko ja ker milna Tum Mohabbat ko b fareb samajhtay ho Faraz! Uss ki adda hai jab bhi milna niggahon ko jukkah ker milna.
__________________
Qurrat-ul-ain
Tags ankh , ashaar , bhulana , day , dil , fav , gayi , gunjial , kasay , kese , mumkin , muntakhib , nahi , poet , poetry , samjhon , share , tere , teri , verse
Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests)
Thread Tools Search this Thread Display Modes Rate This Thread Linear Mode
Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
Best view in Firefox Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us. All times are GMT +5. The time now is 09:01 PM .
Powered by vBulletin® Version 3.8.2 Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.