25-10-2011, 11:26 AM
|
| Sagar | | Join Date: Apr 2010 Location: Multan Pakistan
Posts: 223
Contact Number: 03334840676 Program / Discipline: Engineering Class Roll Number: 05-ME-45 | |
BUZURGI (buzurgon se maazirat k sath ) BUZURGI Bacha paalna eik faraz aur tafreh hai lekin buzurg paalna eik ebaadat.................
kyun k agr buzurg paalna itna aasaan hota to....Allah taala is kaam ka maaweza
Jannat na rakhta.
Bacha jab bolta hai to sab khush hotey hain.....lekin jab buzurg chup hota hai to
sab khush hotey hain.
Bachey jab tak khaani na sunlen nahi sotey......aur jab tak buzurg kahaani na
sunalen nahi sotey.
Buzurgon ki baat na suno to wo pareshan hotey hain....agr suno to ham pareshan
hotey hain.
Bachon k cherey par gulaab khila hota hai.......buzurgon ki aankh main motiya.
Bachon ki baat na mani jaey to wo rotey hain.......lekin buzurgon ki baat namani jaey
to wo khud nahi rotey.........balkey.................!! |