Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch layn jee BZU apki taqreer ka in par yeh asar hwa ha lolz...  |
meri taqreer ka nahi, uncle ki taqreer ka, wohi baat ho gai na, Quran majeed aur Allah kay Rasool aur Waliyon ko follow kartay tu aisa na kehtay..
Quote:
Originally Posted by Nandla wali Allah ka dost hota hai wo Allah ki ata se Allah ki di hui taqat se boht kuch kar sakta hai. |
Wali ko Allah apni khaas sifaat Atta nahi karta hay... Ghaib ka Ilam janana sirf Allah ki sifat hay, aur Mushkil Kusha Hajat rawa bhi Sirf Allah ki zaat hay... Agar Allah chahay tu wo waliyon ko bhi bay ghar kar day. Jaisa kay As habe Kahf dar kay maray aik Ghaar main chhup gay aur beghar ho kar reh gay thay.
agar aap ka mafrooza theek samjh lia jaye. jo kay quran majeed kay khilaf bhi hay... Tu kia zarorat thei kay Imam Hussain R.A ko kufar ne kitni bedardi say mara. Agar wali sab kuch kar saktay tu Imam Hussain R.A sab say pehlay apnay aap ko Bachatay, apnay ghar walon ko kufar say bachatay.

. ....... Baaqi aap taqreer (aur Quran ka faisala) sun lijiay then comment kijiye
Also listen two more speeches
here...about Wali Ullah
http://bzupages.com/f328/wali-ullah-...2-2009-a-6900/