Contact Number: See my signature at the end of my posts
Program / Discipline: MIT
Class Roll Number: MITF12A006
Jashne Azadi special thread !!!
Asalam U ALaikum Dostu !!
Kaise han mere Pakistani behan bhayu .,,./...../.
Jaise k app ko pata hai Pakistan ki azadi ko 64 years complete hon wale hain ,.,. tou kiyun nay is independence day par kuch naya karain .,., app apne khayalat yahain share karain .,., aur batahain k app ko Pakistan say kitni muhabbat hai ,.,.
Is thread ka name daily change hu ga i mean 15 din bad next day 14 day bad ayse hi 13 days bad hu jae ga baqi same rahe ga .,.
PAkistan aik aysa mulk hai jis nay azadi k liye buhat qurbaniyan dien ,.,., aur buhat c jungain larien ,., jungoun k moqoun par buhat say milli naghmay gae gay .,., aur agar thraed main milli naghme upload na hun tou thread ka kiya maza hihihihih listen this one my fav ,.,.,
thanx salman buht acha thread hai....:028:
or thread ko dekh ker muje apna school ka time yaad a gya, jab ye war etc nai thi or hmaray school mai buht josh-o-kharosh se independence day celebrate kiya jata tha, wese mai tab sirf "mithaie" khanay k liye jati thi...
ab 14 Aug ka pta hi nai chalta k kab aya or kab guzer bhi gya....
zinda qoami hamesha apna independence day shandar tareeqy se mannati hain, so I think hame bhi zinda honay ka saboot dena chahye
__________________
If u got nothing to lose, then baby u got it all....!!!
hum zinda quam hain painda quam hain
hum zinda quam hain painda quam hain
hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan
hum sab ka Pakistan
hum zinda quam hain painda quam hain
hum zinda quam hain painda quam hain
hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan
hum sab ka Pakistan
har dil ke ufaq per hai chand ek sitara ek
hai kalma bhi wahid, parchim bhi humara ek
har dil ke ufaq per hai chand ek sitara ek
hai kalma bhi wahid, parchim bhi humara ek
hum yak dil hum yak jaan
hum yak dil hum yak jaan
hum zinda quam hain painda quam hain
hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan
hum sab ka Pakistan
ikhlaas yakeen tanzeem hai milat ka manshoor
har chara O manzil per milat ke dil ka noor
ikhlaas yakeen tanzeem hai milat ka manshoor
har chara O manzil per milat ke dil ka noor
Allah Nabi Quran
Allah Nabi Quran
hum zinda quam hain painda quam hain
hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan
hum sab ka Pakistan
rehmat ki tarha sir per behnoan ki ridaein hain
himat ke liya humrah maaOn ki duaein hain
rehmat ki tarha sir per behnoan ki ridaein hain
himat ke liya humrah maaOn ki duaein hain
hum per rab ka ihsan
hum per rab ka ihsan
hum zinda quam hain painda quam hain
hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan
hum sab ka Pakistan
islam ke lashkar mein hain Qasim se farzand
is mulq O milat mein bachay bhi kadi qamand
islam ke lashkar mein hain Qasim se farzand
is mulq O milat mein bachay bhi kadi qamand
borhey bhi chari kaaman
borhey bhi chari kaaman
hum zinda quam hain painda quam hain
hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan
hum sab ka Pakistan
in millOn machienO ke sab paiyeh ghoomein ge
mazdoor bhi hongey shaad dehkaan bhi jhoomein ge
in millOn machienO ke sab paiyeh ghoomein ge
mazdoor bhi hongey shaad dehkaan bhi jhoomein ge
sona dein ge khalian
sona dein ge khalian
hum zinda quam hain painda quam hain
hum zinda quam hain painda quam hain
hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan
hum sab ka Pakistan
hum zinda quam hain painda quam hain
hum zinda quam hain painda quam hain
hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan
hum sab ka Pakistan
Aao bacho sair karain tum ko Pakistan ki Jis ki khatir hum ne di qurbani lakhon jan ki Yeh dekho yeh Sindh jehan zalim Dahir ka tola tha yehin Muhammad Bin Qasim Allah-o-Akbar bola tha tuti hui talwaron mein kya bijli thi kya shola tha ginti ke kuch ghazi thay lakhon ka lashkar tola tha
yeh ilaqa sarhad ka hai, sub ki nirali shaan yehan bandooqon ke saye me bachay hotain hain jawaan yehan thokar main zalzalay yehan hain muthi main toofan yehan sar pe kafan baandhay phirta hai dekho har aik Pathan yehan Qaum kahe to abhi laga dain bazi yeh sab jaan ki PAKISTAN ZINDABAD, PAKISTAN ZINDABAD Aao bacho sair karain tum ko Pakistan ki Jis ki khatir hum ne di qurbani lakhon jan ki Yeh dekho yeh PUJAB HAMARA hai yeh dill hamara yahin baba gurunank ne allah ho akbal bola tha yahin allamah iqbal ne kafir ko lalkara tha PAKISTAN ZINDABAD, PAKISTAN ZINDABAD
sunno yeh daastaan hamari yeh bloch qaum hamari yeh dete jaan wattan per , yeh dete hoon wattan per hai yeh blochi qaum hamari hai ham ko jaan se pyari PAKISTAN ZINDABAD, PAKISTAN ZINDABAD
dekho yeh kashmir hamara hai saare jag se pyara hai kashmir ki dharti benazeer,hai yeh mere wattan ki tasweer PAKISTAN ZINDABAD, PAKISTAN ZINDABAD Aao bacho sair karain tum ko Pakistan ki Jis ki khatir hum ne di qurbani lakhon jan ki
Best view in Firefox Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.