Jashne Azadi special thread !!! Asalam U ALaikum Dostu !! Kaise han mere Pakistani behan bhayu .,,./...../. Jaise k app ko pata hai Pakistan ki azadi ko 64 years complete hon wale hain ,.,. tou kiyun nay is independence day par kuch naya karain .,., app apne khayalat yahain share karain .,., aur batahain k app ko Pakistan say kitni muhabbat hai ,.,. Is thread ka name daily change hu ga i mean 15 din bad next day 14 day bad ayse hi 13 days bad hu jae ga baqi same rahe ga .,. PAkistan aik aysa mulk hai jis nay azadi k liye buhat qurbaniyan dien ,.,., aur buhat c jungain larien ,., jungoun k moqoun par buhat say milli naghmay gae gay .,., aur agar thraed main milli naghme upload na hun tou thread ka kiya maza hihihihih listen this one my fav ,.,.,
|
Re: Jashne Azadi 15 din bad !!! Asalam u alaikum .,.,.,., jazenay azadi sirf 14 day baddddddddd + ramzan mubarak + my birth day hihihihihi 3 in one ---------- Post added at 08:22 AM ---------- Previous post was at 08:17 AM ----------
................................................., ...................................., ---------- Post added at 08:32 AM ---------- Previous post was at 08:22 AM ----------
Mien Bhi Pakistan Hoon Tu Bhi Pakistan Hai Mien Bhi Pakistan Hoon Tu Bhi Pakistan Hai Tu To Meri Jaan Hai Tu To Meri Aan Hai Tu Mera Imaan Hai... Mien Bhi Pakistan Hoon Tu Bhi Pakistan Hai Mien Bhi Pakistan Hoon Tu Bhi Pakistan Hai Kehti Hai Yeh Rahey Aman Aao Hum Sub Saat Chalien Mushkil Ho Ya Aasani Haat Mien Dalien Haat Chalien Dharkan Hai Punjab Ager..... Dharkan Hai Punjab Ager Dil Apna Mehraan Hai.... Mien Bhi Pakistan Hoon Tu Bhi Pakistan Hai Mien Bhi Pakistan Hoon Tu Bhi Pakistan Hai Tu To Meri Jaan Hai Tu To Meri Aan Hai Tu Mera Imaan Hai.... Mien Bhi Pakistan Hoon Tu Bhi Pakistan Hai Mien Bhi Pakistan Hoon Tu Bhi Pakistan Hai Gulshan Ho Ya Purbat Ho Hum Sey Koi Duur Nahi Dil Kis Ki Tareef Karey Her Gosha Hai Aap Hasen Suraj Hai Sarhad Ki Zamee.... Suraj Hai Sarhad Ki Zamee Chand Balouchistan Hai.... Mien Bhi Pakistan Hoon Tu Bhi Pakistan Hai Mien Bhi Pakistan Hoon Tu Bhi Pakistan Hai |
Re: Jashne Azadi 15 din bad !!!
.,,/////////////////////////////////////// |
Re: Jashne Azadi 15 din bad !!! thanx salman buht acha thread hai....:028: or thread ko dekh ker muje apna school ka time yaad a gya, jab ye war etc nai thi or hmaray school mai buht josh-o-kharosh se independence day celebrate kiya jata tha, wese mai tab sirf "mithaie" khanay k liye jati thi...:) ab 14 Aug ka pta hi nai chalta k kab aya or kab guzer bhi gya.... zinda qoami hamesha apna independence day shandar tareeqy se mannati hain, so I think hame bhi zinda honay ka saboot dena chahye :huh: |
Re: Jashne Azadi 15 din bad !!! yes you are right ./..,,/.,. yey sunnyey
hum zinda quam hain painda quam hain hum zinda quam hain painda quam hain hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan hum sab ka Pakistan hum zinda quam hain painda quam hain hum zinda quam hain painda quam hain hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan hum sab ka Pakistan har dil ke ufaq per hai chand ek sitara ek hai kalma bhi wahid, parchim bhi humara ek har dil ke ufaq per hai chand ek sitara ek hai kalma bhi wahid, parchim bhi humara ek hum yak dil hum yak jaan hum yak dil hum yak jaan hum zinda quam hain painda quam hain hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan hum sab ka Pakistan ikhlaas yakeen tanzeem hai milat ka manshoor har chara O manzil per milat ke dil ka noor ikhlaas yakeen tanzeem hai milat ka manshoor har chara O manzil per milat ke dil ka noor Allah Nabi Quran Allah Nabi Quran hum zinda quam hain painda quam hain hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan hum sab ka Pakistan rehmat ki tarha sir per behnoan ki ridaein hain himat ke liya humrah maaOn ki duaein hain rehmat ki tarha sir per behnoan ki ridaein hain himat ke liya humrah maaOn ki duaein hain hum per rab ka ihsan hum per rab ka ihsan hum zinda quam hain painda quam hain hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan hum sab ka Pakistan islam ke lashkar mein hain Qasim se farzand is mulq O milat mein bachay bhi kadi qamand islam ke lashkar mein hain Qasim se farzand is mulq O milat mein bachay bhi kadi qamand borhey bhi chari kaaman borhey bhi chari kaaman hum zinda quam hain painda quam hain hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan hum sab ka Pakistan in millOn machienO ke sab paiyeh ghoomein ge mazdoor bhi hongey shaad dehkaan bhi jhoomein ge in millOn machienO ke sab paiyeh ghoomein ge mazdoor bhi hongey shaad dehkaan bhi jhoomein ge sona dein ge khalian sona dein ge khalian hum zinda quam hain painda quam hain hum zinda quam hain painda quam hain hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan hum sab ka Pakistan hum zinda quam hain painda quam hain hum zinda quam hain painda quam hain hum sab ki hai pehchan, hum sab ka Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan hum sab ka Pakistan |
Re: Jashne Azadi 15 din bad !!! a jao bachu sair ka time hu gaya hai
Aao bacho sair karain tum ko Pakistan ki Jis ki khatir hum ne di qurbani lakhon jan ki Yeh dekho yeh Sindh jehan zalim Dahir ka tola tha yehin Muhammad Bin Qasim Allah-o-Akbar bola tha tuti hui talwaron mein kya bijli thi kya shola tha ginti ke kuch ghazi thay lakhon ka lashkar tola tha yeh ilaqa sarhad ka hai, sub ki nirali shaan yehan bandooqon ke saye me bachay hotain hain jawaan yehan thokar main zalzalay yehan hain muthi main toofan yehan sar pe kafan baandhay phirta hai dekho har aik Pathan yehan Qaum kahe to abhi laga dain bazi yeh sab jaan ki PAKISTAN ZINDABAD, PAKISTAN ZINDABAD Aao bacho sair karain tum ko Pakistan ki Jis ki khatir hum ne di qurbani lakhon jan ki Yeh dekho yeh PUJAB HAMARA hai yeh dill hamara yahin baba gurunank ne allah ho akbal bola tha yahin allamah iqbal ne kafir ko lalkara tha PAKISTAN ZINDABAD, PAKISTAN ZINDABAD sunno yeh daastaan hamari yeh bloch qaum hamari yeh dete jaan wattan per , yeh dete hoon wattan per hai yeh blochi qaum hamari hai ham ko jaan se pyari PAKISTAN ZINDABAD, PAKISTAN ZINDABAD dekho yeh kashmir hamara hai saare jag se pyara hai kashmir ki dharti benazeer,hai yeh mere wattan ki tasweer PAKISTAN ZINDABAD, PAKISTAN ZINDABAD Aao bacho sair karain tum ko Pakistan ki Jis ki khatir hum ne di qurbani lakhon jan ki PAKISTAN ZINDABAD, PAKISTAN ZINDABAD |
Re: Jashne Azadi 11 din bad !!! ¸.¤*¨¨*¤.¸¸...¸.¤\ \¸.♥ PAKISTAN ♥,.,\ .\¸.¤*¨¨*¤.¸¸.¸.¤* ..\ ☻/ /▌ / \PaKisTaN ZinDAbAaD... :):D5: |
Re: Jashne Azadi 11 din bad !!! Dear admin please change its name ... JASHANE AZADI 2011 ... thanks |
All times are GMT +5. The time now is 07:04 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.