BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

Go Back   HOME > Welcome to all the Students > Islam
Islam Full of Islamic Stuff



Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 4 votes, 5.00 average. Display Modes
Old 07-12-2010, 01:13 AM   #1
.BZU.
Islamic Taweez Shirk Hai(Hadees)

Name:  Taweez Shirk Hai(Hadees).gif
Views: 7210
Size:  14.5 KB
  Reply With Quote
Old 07-12-2010, 01:51 AM   #2
thecool
Pink Re: Taweez Shirk Hai(Hadees)

Agreed with you...
Agar taweez latkana shirk nahi to nabi ()
Sahaba ikram (r.a.u.h)ko ye kyon nahi bataya k
Tum taweez se tamam mushkilat se nijat pa sakte ho ,mushrikeen makkah k zulm aur sitam se dil bardashta na hoo balke taweez k zarey un k zulm se nijat pao aur tumhain unse qetal karte waqt bhi ghabrane ke zaroorat nahi balke tum apnay
Galay main aek taweez latkalo aur tumhain koi zakam na aaye ga.
Hadees main aata hai nabi ()ne farmaya
"Man alaqa Tamematan Faqad Ashraka"
Jis ne taweez latkaya us ne shirk kiya(masnad ahmed jild chaharum)
Aek aur taweel hadees main hai k nabi ()k pass aek jamat aaye aap ne un main se 9 se bait le magar aek ko chor diya sahaba ne poocha aek ko kion chor diya aap ne farmaya is ne galay main taweez bandha hai phir aap ne us k galay se taweez utara aur phir us se bhi bait le.

Aek aur jaga hai k jis ne koi cheez latkay uasy use k supurt kardiya jata hai
To meray bhaioon allah par tawakul karo taweez,dast shanase,nazar,jin booth ka saya
Murdoon se muradain mangna ye sab shirk o bidat main shumar hote hai .
  Reply With Quote
Old 07-12-2010, 09:25 AM   #3
Salman Mushtaq
Default Re: Taweez Shirk Hai(Hadees)

hmmm bilkul aur shirik sirf yay nai k ALLAH k sath kisi ko shareek karu balkay apni mushkil ko hal karnay k liyay agar kisi or k pas jatay hu maslan taweez waghaira to wo bhi shirik hai ,,
  Reply With Quote
Reply

Tags
haihadees, shirk, taweez

Thread Tools Search this Thread
Search this Thread:

Advanced Search
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

 
 

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 07:21 PM.


Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.